forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    My dear brother assalam,o,alaikum forex m loss ki bhot hi importance hai jese k hr cheez m hoti hai m aapke is thread se zehmat ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      Forex trading me loss ki important reasons yehi hoti hai.Kay traders without experience trading kerty hai.Traders trading me greed karty hai.Jis ki waja say traders ko big loss hota hai.Our scalping karty howe some traders stop loss use nhi karty.
      • #1278 Collapse

        forex mein loss ki importance bhi bohat ziyada hai aur apko chahiye ke ap is mein apne losses se sabaq haasil karen,aur koshish karen ke ap wo mistakes dobara kabhi bhi repeat na karen kiunke us mien kaafi loss hota hai.
        • #1279 Collapse

          jee ap sahee kehtay hain boht se log jab loss main jate hain tu dil bardashta ho kar forex business ko chore daitey hain aur ise taraf nahi atey mere khayal main aisa nahi hona chayie humain loss se learn karna chayie aur wo ghalti dobara nahin krni chayie.
          • #1280 Collapse

            yes in my personal views loss and profit both are the part of every business , loss is very important for you as a trader if you want to improve yourself because if you will learn from your loss and mistakes then your trading will be improved
            • #1281 Collapse

              Trading ki jeet se b ham kuch sekhte hy aur harny ae b....but harny se ham bohat kuch sekhty hen...sab se bhar kar hame ye pta chalata hy k hamri ghalti ki the aur phr sexondly ye k ham us ghalti ko dobara na karny k bary me aochty he...isi liye forex me loos ko b importance di jati hy.
              • #1282 Collapse

                agr aap ka kis wajha se loss hoota mera khyal k life mein next time us ghalti ki wajha se aap ka loss ni ho ga em i right na so be care ful ghalti ik bar hooti hai bar bar ni koi b ni krta
                • #1283 Collapse

                  g han mere bhai loss to busnes ka hissa hy islye hmy agr loss hota bhi hy to hmy is say koi farq nai parhna chaiye blky hmy us say sikhna chiye k jis ki waja se hmy loss hua agy se hm wo galti repeat nai krngy,..........
                  • #1284 Collapse

                    g me ap ki bat se agree kerta ho k Forex bussens me loss hota rehta hy or hame loss hone ki waja maloom kerne chay or us se sekne ki koshesh kerne chay or next time hame who kam nahi kerna chay jes se hame loss ho jay.Loss hone ki sort me hame pershan hone k bajy hame apne loss ko cover kerna chay
                    • #1285 Collapse

                      hi guys forex trading mey jub bi loss hoga wo aap ki mistake ki waza sey hoa ga ya pher juldbazi ki waza sey ya pher greedy ki waza koi waza tow hy na jis ki waza sey aap ko loss mila knowledge pura nai tha anylysis sahi nai thay jub aap nay faisla leya trade ka aus waqt fiasla sai nai leya loss ho gia ais leya forex mey loss ki bhot bhot importance hy
                      • #1286 Collapse

                        forex trading k her lehaz se ehmayt h jetni forex pe profit ki ehmayt h utn ui loss ki bus her kesi ki apni kisamt hoti h her kesi ko uski kismat ka profiytt or loss muilta h ab hum kya keha skrte hn
                        • #1287 Collapse

                          bhai jan forex trading business men success hasil krny ky liy loss ki importance boht zayada hy loss hi kamyabi ki key hy loss sy hi insan sub kuch seekhta hy bagher loss kiy ap forex trading business men knowledge or experience hasil nahi kr sakty
                          • #1288 Collapse

                            Lose hony se Aap ka ballance kam ho gaye ga aap ke information kam ha trading bary es ko zaida karny ke koshadh kareen ta ke phir lose na ho
                            • #1289 Collapse

                              yes ap bilkul hi tehk kha rha ha loss sa bi hamy sekhny ko milta ha jab hamy loss hota ha tu ham dykhty ha k hamri kis mistak pa hamy loss howa ha or ham wo mistak dobar ni kartya or apni us mistak ko hamysha yad rhkty ha jis waja sa hamy loss uthna para ta wasy bi ham tarding kisi expart sa pasy da k sekhty ha tu hamy asa hi smjna chey loss hony pa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                g bilkul loss or profit ye sab zindgi ka hisa hen jo k insan k sath sath chalty hen agar loss hoga to ham or ziada sekhen gay koshish ki jaye k koi aisi galti na ho jo hmen loss ki traf lay jaye agar loss ho jaye to hmen sabr se kam lena chaheye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X