Need and Greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    dear mere hisab se agr ttader ko paise ke zarurat hoti hai to automatically greed honey lagti hai or is situation me khud ko control karna bohut mushkil ho jata hai but agr trader daily thora thora profit nikale to zarurat be puri ho sakti hai or loss se be bacha ja sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      jee han yeh baat bhi sach k k insan ki jab jab zarurten barhti hain tab tab greed bhi ho jata hai mger trdaing main greed ka koi faida nhi hai es main lose ho jata hai esi liye greed se bachna chaiye.
      :cool::cool::cool:
      • #498 Collapse

        es dear aap ne bilkul thek bat kahi hai hamary liye ye ek bohat he zaroori bat hai k ham is buisness main greed ko zaroor avoid karan kiu k agar ham greed karan gy to ham kabi b is buisness main kamyab nai ho payen gay is liye greed ko avoid karna bohat zarori kam hai d up again so its better to stay away from greed and make your earning gradually...
        • #499 Collapse

          humein zaroorat k mutabik apni earning kerni chiye aur laalach ni krni chiye q k is mein ap ka sara investment loss ho jata ha
          • #500 Collapse

            jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and greeds is not placed in forex it suffers losses
            • #501 Collapse

              bilkul ap sahi keh rahe hain ke bhut se log forex ko part time me is liye join karte hain ke kyun ke unke kuch financial problems hotay hain lekin hamein sirf utni hi tradig karni chyea jo forex ki requirment hai or greed ko need se dor rakhein
               
              • #502 Collapse

                We want to learn a new work and earn a useful profit and this can become our full time career,most of us are here due to our financial needs,however while going to trade in Forex you should control your emotions and greed and just invest only that is needed.
                • #503 Collapse

                  Dear users forex mein trading kartay hue hamein apni need or or greed dono par control karna chaiye . Phr hi ham loss se bach saktay hain or profit earn kar saktay hain .Yeh trading itni bhi asan nahi ke jitni ham samjhtay hain .........
                  • #504 Collapse

                    G han isnan apni majboria ki waja se forex join karta hai jis ke pas paisa hi paisa ho ussi kia zrort he iss me qadam rakhne ki ye wohi log karte hen jinhe Finanacially masla hota hai paisa ka ..or wo shakhs dosre logo ki trah khud bhi aik achi zindgi guzarne ke liye Forex Join karta hai ..
                    • #505 Collapse

                      je janagb aisa bilkul bio nahi hey key aap ko need hey dreed kii ki ookey aap ko kisi bi greed ki koi zarurat nahi hey aap ko chahiaye kye aapkogreed nahi karni chahiey aap ko sirf learning karni chahiye or aap ko earning khud hoti rahey gii
                      • #506 Collapse

                        jahan tak need and greed ki baat hai!!!ap ki need sirf or sirf learning ki honi chahye or practice ki need honi chahye ap ko or ap ko chahye k ap greed ko avoid kren!!!
                        • #507 Collapse

                          Forex is a good job. forex aik aisi jagah hai jahan short time main earning ho jati hai aur app daily basis pe bhi earn kar saktay ho ziada tar isi wajah se apni greed pe qaboo nahin kar paatay humain greed ko avoid karna chahiye taa kay long term yahan survive kar sakain. .good luck.............................................
                          • #508 Collapse

                            han ji forex main log apni need ko pora karny k liye greed karty hian and us greed k chaker main apna loss kar bethty hain un ko chhaiye k soch samj k trading karin and profit kam ho to thek hy per loss na karin .
                            • #509 Collapse

                              Aap ne bilkul theek kaha he. me ne is business ko apnee financial needs ke waja se join kya he. aur umeed kerta hoon ke me yahan se earn karoon ga. is business me greed se bacha bohat zaroori he other wise hum ache decision naheen ker sakte aur loss ker bethte hen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                ye sach hai ham apni zarorat ko apni lalach bana lete hain hame achi trade ho rahi hoti hai per lalach ki waja se ham mistake kar dete hian jis se hame itna loss ho jata hai k wo recover hi nahi ho pata phir.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X