Need and Greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    jee han meray bhai apki baat bilkul theek hai k ham financial needs ko poora karnay k liye is kam ko samjtay hain k sab kch asani say ho jaega bt isko learn kiye bager kch nahi hota or greeed to apki dushman hai stay away from it
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      har insan ko financially need hoti hai is may hamein greed say kam nahi lena chahye.. neeed hoti hai jabhi insaan itni mehnat karta hai or phir earn krta hai tou lgo ko lagta hai k ye greedy hai but wo asal may needy hta hai. har insan ko need hoti hai.
      • #423 Collapse

        it is the right that the money is our need that is the right but it is also the right that we cannot get it with the greed we cannot get the success in this in this way ,that is why dear trade with the greed that is not the right
           
        • #424 Collapse

          yes exactly, there will be no greed in forex because we are doing this work to fulfill our daily needs so if we do greed we can lose our account, we worked hard to earn deposit from posting so we have to be very careful and go smoothly.
          • #425 Collapse

            bhai jan mara to ya kahna ha ka jo needy ho ga vo hi ya kam kara ga ka kuch pasa kama kar apna bojh utha saka lakin usa lalach sa kam nahi lana chaiya ku ka lalach bori bala ha
            • #426 Collapse

              Bilkul ap ki post bohat achchi hai lekin greed ker ne se ap ka hi nuksaan hojata hai akser or is se apne ap ko bachaye plc.
              • #427 Collapse

                ye bat to theak he but aj kal logon ne lalach ko zarurat ka name dya hua he jo theaknhi trading me money earn krty hen qkye hmari zarurat he but but isme zyada ka lalach bht loss me le jaa he
                • #428 Collapse

                  g ma agree ho hum sab yaha apni kisi na kisi zarorat ko pora kerna k lia ye job join kerta hain . aj kal k halat ma jaha job milna bohat mushkil hai waha forex aik acha moka hai to yaha risk b hai ager ap isa koi jado samjta howa zyda ki lalch ma trade kero ga to sirf loss hi hasil ker sako ga
                  • #429 Collapse

                    ha ye tu hai yaha zeyada log need ki waja se hai sab ki financial position achi nahe hai aur apni life ko assan karna chahtay hai so kuch loog greed be lartya hai k un ko pesay ki need hai par zeyada karna chatya hai
                    • #430 Collapse

                      brother har insaan koi bhi kaam isi liye karta hai taa kay woh wahan se kama kay apni zaroorat ko pura kar sakay forex aik aisi jagah hai jahan short time main earning ho jati hai aur app daily basis pe bhi earn kar saktay ho ziada tar isi wajah se apni greed pe qaboo nahin kar paatay humain greed ko avoid karna chahiye taa kay long term yahan survive kar sakain....................
                      • #431 Collapse

                        buhat hi achi posting hai ap ne mere bhai...thnx for sharing this..mujhe buhat khushi hoye ke yahan per log itne ache ache post karke apki knowledge mai izafa karte hai aur apko seekhne ko mauka miljata hai!
                        • #432 Collapse

                          Overinvesting in forex is not advisable. You should only invest disposable income and not jeopardize cash that may be needed in the short term.
                             
                          • #433 Collapse

                            ji han bilkul hum yahan mehnat krtay hain trading krtay hain knowledge collect krtay hain aur hamain chahiye k hum itni investment karain jitna hum manage kr sakain aur normal profit earn kr sakain thek se ta k hamari needs bhi pori hon yahan earning kr k yahan needs k lye kam karain greed k lye ni greed apka dushman hai yahan greed na karain jzt need k lye kam karain.......
                            • #434 Collapse

                              yes dear, aap ne bilkul thek bat kahi hai forex k buisness men hamary liye ye ek bohat he zaroori bat hai k ham is men kabi b greed na kren balkay greed ko avoid kar k he kam kren to hamary liye behtar rahe ga aur is lye hmen greed ko avoid karna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                bahi jan hamy lalch ki ni balky hamy to profit ki zrort hy jo thora mily ya zyada agr ham lalch kary gy to hamy ye b profit b ni mily ga is liay hamy bary thyhan sy trading krni chaeay or dil or dimag ko cool rakh k trading krni chaeay tb he hamy profit mily ga agr ham lalch kary gy to hamy loss b ho sakta hy .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X