importance of stop loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    gee janab loss ko stop karne ki bohat importance hai kun ke agar ap loss ko stop karen ge to ap profit earn kar hi ni sakte.apko profit hasil karne ke kie sab se pehle loss ko stop karna hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      stop loss ko hume apni trade me zror use karna cahhye ku k jiss say hum apnay kam ko kar len gay aru yhapay khud b achi tarha say apnay kam ko kar sake gay ye behtreen kam hai is ko zror karna chahye.
      • #513 Collapse

        stop loss ka jo tool hai woh kafi acha hai lakin yah may jo hai app ko zayda nuksan bhi hosakta hai is liya may suggest karon ga app logo ko is ko kaam he use karain
        • #514 Collapse

          mere bhi stop loss bhot zarori ha forex trade ma q k jb ap stop loss use kte ho to ap ko trade ma loss ek had tk ho kar ruk jata ha or uss y nachey ni jta ha forex par loss ko kam krny k liye ap ko stop zarorti lagana chaye
          • #515 Collapse

            Forex ka business ek risky business hai. Is mein har waqt risk present hota hai. Agar app ky pass adequate knowledge nahi hai tu tu loss hony ky chances buhat zaida hoty hn. Stop loss is mein acha rehta hai. Trader ky liey zarori hai ky wo apni knowledge ko sahi tareeqy sy utilize kary aur jahan profit dekhy tu foran invest na kary balky risk evaluate kary aur phir invest kary.
            • #516 Collapse

              g haan hr trader ko stop loss ka use krna aana chaiye q k yeh aik bht he important option hai jis k through traders risk management kr skty hain. Is say aapko loss hony ke surat mai aap bht zayda loss say bach skty ho. Agr yeh option ni use kro gay to aap sara capital lose krdogay
              • #517 Collapse

                j ha bhi ji hum kis ko trading kai andr istimal krty hai laikin is ki itny koi importance nahi hai trading kia andr yae istimal kro ya na kro hamari trading ho jaty hai
                • #518 Collapse

                  gee janab loss ko stop karne ki bohat importance hai kun ke agar ap loss ko stop karen ge to ap profit earn kar hi ni sakte.apko profit hasil karne ke kie sab se pehle loss ko stop karna hoga
                  • #519 Collapse

                    G han bilkul aap ne theek kaha hai stop loss bohat acha tool hai aur is k baare mein pata hona chahain traders ko is k use se hum apne fear ko kum kar sakte hai aur is se hamara account wash hone se bach jata hai is liye humain is k baare mein information honi chahain.
                    • #520 Collapse

                      my dear friend Stopp loss ki forex main boht ziada ahmiat hai aur boht ziada is ka istamal bhi hai, kion k ap aik lot place kerty hain aur ap nay stopp loss nain use kia to ap ko ziada nuqsan ho sakta hai is liye ap stopp loss ki zariye apny loss ko minimize ker sakty hain. Stop loss ki percentage 3% hoti hai yani ager 100 dolar ka account hai to 3 dollar ka stopp loss;;;;;;;;;;;;;;;;
                      • #521 Collapse

                        forex men jab ham trading kerty time stop loss ko use nahi kerty to hamain is men market against jany se zyada loss ho jata hai or margin call bhi lag sekti hain is ley haman stop los ko use kerna chahye.
                        • #522 Collapse

                          Bhai jan meray khayal se to forex trading business mein stop loss bohat ziyada important hai is se hum bohat ziyada loss hony se bach sakty hain aur ye hum sab k liye aik bohat achi saholat hai jis se hum apna business barha sakty hain aur kamyabi hasil kar sakty hain.
                          • #523 Collapse

                            stop loss bhot he achi cheez hai hum ko yha pay dekh lena chahyek hum kesay ye kam kare jiss say hum ko ye cheez ko samjh a sake aur yehi kam karna hota hai yha pay.
                            • #524 Collapse

                              g haan stop loss aik bohat aham cheez hai forex trading mein isko bhi use karna chahiye kyun k hum kisi big loss se bache rehte hain iski waja se
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                dear broo jab ap ko nuqsan honey ka andaisha ho to ap stop loss ko use kar saktey hain aur is k sath take profit bhi zarur use karain ta k aisa na ho k apko sirf nuqsan hi hota rahey....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X