Qualities of successfull traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Qualities of successfull traders

    He Han aik achay trader ki apny sari nishania tafseelan bayan ki or hmm apki is mufeed post Ka shukria Ada krty hai jesa k trading ma Hota hy profit be or loss be to hamy sirf profit ko positively nhi dekna chye Balky hamen loss ki positive ma le kr chlna chye qk Jha loss Hy waaha apko faiday ki suraat ma profit be dastyab Hy to hamy alchte ke achy trader ki nishanio ko follow Karen or past market Ka jaiza zarur Karen trade SE phly shukria dosto.
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Qualities of successfull traders

      Assalamualaikum...
      Bhai achy traders mn mere mutabiq ye achi qualities hoti hn..
      1. Patience: Acha trader any time patience rkhta hy, Emotions sy door rehta hy, completely realistic rehta hy
      2. Good Communication skills: a good leader has also so good communication skills.. wo market mn other traders sy acchi communication rakhta hai aur unki views ko jaanta hai hai is se trader ko market main kafi help mil jaati hai..
      3: Reality base analysis: ek acche trader ka analysis hamesha reality basis per hota hai. Wo Kabhi bhi Hawa mein teer nahin marta.. fake news or weak signals go ignore karke apna Kam karta hai...
      4: Greed: achcha trader kabhi b grade main aakar Kam nahin karta vah hamesha apna Kam kam profit mein kar lega magar lalach mein aa kar kabhi bhi zyada profit ke chakkar mein nahin parega..
      • #18 Collapse

        Re: Qualities of successfull traders

        Assalam u alaikum dear forex members!!

        Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy. Dear members aik achy trader ki bohat si qualities hoti hain jin main st Chand ye b hain.
        Achy trader ki QUALITIES:-
        1)Aik acha Trader bohat zyada disciplined hota ha.

        2) Har bar market ko track krta ha.

        3) Study chart ko sekhta ha.

        4)Apny jazbaat pr Qaboo pata ha.

        5)Kabi b over trading nhi krta .

        6) Hamesha trend ky sath trade krta ha.

        7)Kabi market ki peshgoii (prediction) nhi krta.

        8) Hamesha aajiz ( humble) or zameen pr rehta ha.

        9)Kabi dekhawa nhi krta .

        10) Apni Ghaltiyon sy sekhta ha or kabi bi market ko blame nhi krta.

        Last py main ye kehna chahon ga k agr har trader apny ander ye qualities peda krleta ha to wo b aik acha trader bn skta ha. shukrya ❣️❣️
        • #19 Collapse

          Re: Qualities of successfull traders

          Dear members!
          Aik successful traders ki bohat se qualities hoti hein.
          Wo apna kam wakat par Complete karta hai.
          Kam start karne se phle apna aik goal set karta h aik plan k through apna kam karta hai.
          Apna target pora krne k lye maximum hard work karta hai.
          Demo account ki ziada se ziada practice karta h ta k wo is mein expert ho ske.
          Trading karte wakat confuse nahi hota.
          Apne mind ko fresh aur active rkhta hai.
          Market ko achi Tara se analyze karta hai aur phir trading karta hai.
          Knowledge ko increase karta hai.
          Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
          • #20 Collapse

            Re: Qualities of successfull traders

            brother and trader of forex fouram aslam-o-alykum janab ap ne sahee kaha hay kay wo kon si qualities hoti hen success full traders ki
            to janab success full trader co-operative hota hay sab kay sath phr wo us kay junior hon ya us kay senior hon ..
            wo sab ki respect karta hy or help full bhi hota hay sab kay sath phr wo us kay senior hon ya phr us kay junior hon..
            bht achi knowlede rkhta hay or achi learning bhi karta hay or apny sary experience share karta hay phr wo us kay senior hon ya
            phr wo junior hon wo khud to achi or sabur kay sath trading karta hay per apny juniors ko bhi sath leker chalta ho phr wo junior
            profit mein hon ya loss mein hon sab ki hosla afzai karta hay ye ek achy or big trader or success full trader ki good qualities hen jo
            us mein hoti hen............ thanks
            • #21 Collapse

              Re: Qualities of successfull traders

              Aslamulicum bhout he achi post ke hai wah ap ne achi information share ke hai quality trader ke yahi khobya hoti hen jo apne bayan ke hen wo apni galtyo se sekhty hen wo demo pe practice krty hej wo emotional nahi hoty trading ke sath our quality wali posty krty hen our over confidence nahi hoty
              • #22 Collapse

                Re: Qualities of successfull traders

                Humen achi earning ky liay jaldbazi nhi karni chahiay sbar say Kam karna chahiay.hardworking Karen aur ziada say ziada time forex trading ko den aur market news ko Analyse Karen isky sath planning aur strategy say Kam karna chahiay aur apni mistakes say learn karna chahiay aur soch samjh Kar trading karni chahiay Jo bhi work Karo pehly usky bary mein achi knowledge and experience gain Karni chahiay graph Market ko analyse karte rahen aur ziada say ziada mehnat Karen.thanks
                • #23 Collapse

                  Re: Qualities of successfull traders

                  Assalamu alaikum aapane ek successful trader ke Jo buniyadi 6 nukat bataen Hain vah bahut hi valid hai joke ek acche trader ki yahi khubian hain ke voh study karta ho market analysis uska achcha Ho na thkne wala Ho aur sabse bari baat k uske andar bardasht Ho nuksan ki Surat mein voh sabit kadam Ho vahi real mein 1 active successful trader hota hai agar Ham yah sare apne upar Lagu Karen to Ham bhi successful trader Ban sakte hain behrhal inke liye hamen koshish karte rahana chahie Taki Ham kamyab businessman Ban jaaye.
                  • #24 Collapse

                    Re: Qualities of successfull traders

                    kameiyab tradars ke yah qualitay hote hay kah voh apna kam sahe treay say kartay hein hamein bhe apna kam sahe treaqay say karna chaeya hamein agar kameiybe hasil karne hay to hamein chaheya kah ham bhe kamiyeb tradas ke trrah say he kam karein es trah say ham kameiybe hasil kar sak tey hain Forex mein aur kameiybe tradas ban sak tay hein
                    • #25 Collapse

                      Re: Qualities of successfull traders

                      Successful traders sb ko eihmiyat deyta hain Dosro se seeihkta hain Successful traders apney kaam ko complete kr ke rest krtey hain Successful traders apney knowledge ko sath sath increase krtey rehty hain Successful traders soch samjh ke trade krtey hain or lalch nahi krtey hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Qualities of successfull traders

                        Assalam o alaikum as it is mentioned in the thread that what are the qualities of a successful trader. If you want to become a successful trader then you have to do good and hard work. A successful trader always complete his tasks on his time that is why he always gets success.
                        • #27 Collapse

                          Re: Qualities of successfull traders

                          Assalam o Alaikum dosto umeed ha ap khariat se honge dear apne bohut Acha question Kia ha dear aik ache treader ki ye quality hoti ha k wo lalach ni karta mehnet karta ha or tread open karne se pehle market ko acchi Tarah se analyse karta ha or kamyabi hasil kar leta ha
                          • #28 Collapse

                            Re: Qualities of successfull traders

                            Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein agar aap se bolo na chahte Hain To fir aap mehnat se kam Karen agar aap acche se kam karenge to aap kamyab honge isliye jitna jyada ho sake baton tarike se kam Karen aapka kam jitna achcha hoga utna yad aapka fayda hoga
                            • #29 Collapse

                              Re: Qualities of successfull traders

                              Slm dear members umeed karti hon ap kheriyat c hon gy r forex c faida utha rhy hon gy.. jiya mein bus quality jo hoti hai successful traders mein Apne Allah se Kabhi pareshan Nahin hote vah sabse kam Lete Hain Kabhi jaldbaji Nahin karte aur unke pass knowledge hoti hai vah apni Galti mujhse Sikh te rehte Hain learn karne ki Anya karte hain learning ko bhi sath sath lekar chalte Hain Jo ladne ko sath lekar chalta hai vah kabhi na Kam Nahin ho sakta Tu jaruri hai ki aap learn karte Nahin sakte rahe the kya aapka main aap trader ban sake market analysis karna bhi bahut jaruri hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Qualities of successfull traders

                                Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh der Mein karta hun per akshy To Mar member bilkul kar rahi hai se Honge ji aap ka Sawal Hai Ke qualities of successful trader quality trader Ek accha tractor ki pahchan jiye hai ki vah Jab Bhi trade Karta Hai To vah pahle analyse karta hai aur jab Nilesh cricket Karta Hai To vah se prapt Hasil karta hai aur vah apne mind ko bilkul fresh kar Rakhta Hai vah fresh mint ke sath mein kam karta hai aur ismein jaldbaji kabhi bhi nahin karta jaldbaji Se Bhi Insan ko Barbad kar deti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X