withdraw
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    janab forex main jab ap ko profit milta hai to ap instaforex se skrill main profit transfer karte ho or us ke bad skrill se apne local bank mian pese transfer karte ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Dear agar ap ne trading me money earn ki hai aur ap osy withdraw karna chahty hai to ap se fees kati jay gi . Aisa koi option nahi hai ka jis se ap withdraw karnegy aur fees nahi kata jay ga . Sub withdraw me fees kata hai .
      • #468 Collapse

        mujay lagta ha hum forex sa profit boht easily withdraw karwa skhty hn. is k lye hamin electronic media ki zarorat hoti ha. jis ma moneybookers best ha. is sa hamari money easily transfer bhe ho jati ha.or is ma pasay bhe kum lagty hn. forex business apni facilities ki waja sa aj itna popular howa ha....
        • #469 Collapse

          Withdraw k method ka question ap k broker py depend krta hai q k different brokers apko apni fcailities k hisab sy different option offer krty hain k jin k zariye sy ap apka profit withdraw kr skty hain so ap bhi un main sy koi option choose kr k apna profit withdraw kr skty hain.
          • #470 Collapse

            salaam janaab aap koi sa bhi method lay lain ya koi bhi transfer exchange ley lain her koi apne hisaab se rates cut karta hai kissi ke ziada hote hain aur kissi ke kum lekin yeh kabhi bhi nahi hota hai ke kissi mein tax nahi cut ho akhir woh log bhi to earn karaingay aur apna business chalana hai
            • #471 Collapse

              Bhai apko is mein withdraw karwana hai to ap money booker say karwain yani skrill account k zariye karwain withdraw woh apkay direct bankaccount mein transfer kardeta hai baghair kisi bhagdor k
              • #472 Collapse

                app ka question muja bhot acha lga your question is very nice mera khyal ma aap agar withdraw karta han too app ko paisa us hisab sa achi kimat ma mil jaata han aap ko chaiay ka aaap is ma dil lga ka kam kran
                • #473 Collapse

                  dear very nice threds i really like and appreciate but here i am very new so i cant reply of your threds but i think that it is best forem to learn.
                  • #474 Collapse

                    their are many Proceess's from which u can withdraw your money, mostly in pakistan they are using bank wire but here in pakistan for one bank waire they will cost you 35 dollar's so guys think about it I will only recommand for those guys who are going to withdraw 400-600 dollar's or a hudge amount of money and their are many people in pakistan which are using master card's and credit card for it and some of them are using Alert pay and skrill*
                    • #475 Collapse

                      Nice question but the particular method depends from ones broker only. that can be used skrill regarding withdraw, you in addition can discuss It Using your brokers. Thanks a good lot brother.
                      • #476 Collapse

                        hello brother..... mujhe iss barey main ziayada to kuch nahee pata hain lakin withdraw key mamley main mene "skrill" ki bohot tareef sunee hain key issey money withdraw bohot jaldi ho tain hain thank you....
                        • #477 Collapse

                          dpnt bro mera to share hai and yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon
                          • #478 Collapse

                            app ko withdarw kisi bhi account per mil sakta hai chahay app e currency account mai lay loo jiss mai skrill sab say acha or chay tu app apne bank account mmai lay loo app ko withdraw mil jae ge
                            • #479 Collapse

                              bhai ap aysa payment keh rahay hain jo hai ye nahe kiun k tax to hota hai transaction per. agar ap insta forex per kam ker rakay hain to best hai skrill kiun k skrill mean money broker england ka bank hai jis per hamay doubt nahe hai aur is ki transaction 3 hours may ho jati hai aur tax 2% hai each transaction per
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                dear actchully main iss faield main new aay ahOo or mujhy iss cheez ka zada nahi kuch pta ... or main 3 months seh demO account use karaha hOo ... umeed hain k inshallah main jald kamyab houngah ... aameen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X