Forex Trading me bohut zyada risk hai aur taqreeban 80 se 90% tak traders apna sarmaya kho dete hn, is waja se Safe & profitable trading k leye knowledge aur experience ka hona zarori hai. Knowledge ka hona kisis ghanimat se kam nahi hota lekin forex trading me knowledge ka bohut hi ziada zarori aur aham hn, sab se pehle to hamen forex trading me basic knowledge hona chaheye aur us k baad hi hamen is buisiness ka deeply mutalea karte rehna chaheye. Experience hai to forex ka hum sab kuch hasil kar sakte hn aur is buisiness se sahi mano me apna faida ka hosol kar sakte hn. Experience forex trading ka aik aham ansar hai jo hamen apne matloba hadaf tak le k jata hai. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex trading me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k maximum account lalach ki waja se hi wash ho jate hn. Knowledge jitna bhi hasil ho kam hai forex trading me, is waja se jab tak sahi skills aur experience hasil nahi hoti knowledge hasil karna chaheye. Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen. Knowledge aur experience ki kimi nahi hoti lekin masla confidance ka bhi hota hai. Safe & profitable trading k leye knowledge aur experience ka hona zarori hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим