control your emotions and stay focused

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
    forex trading me humen apny emotions per control rakhna chayay aur kabhi bhi emotions me a kar ghlt decission ni lena chayay kun k forex trading me zara se ghalti boht loss karwa skti hai ,, ek trader ko apni trade per focused rahna chayay..
    yes you are right i totally agree with you hamay chahiye k fore xtrading mein trade k doran apni feelings especially apne ghuse pe qaboo pana hoga agar ham aisa nae karien gay to hmara he nuqsan ho ga is le apni feelings pe qaboo pana hoga...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      is main focus to karna parta hai nahi to ap ko is main sahi profit earn nahi hota hai aur is manb emotions ka control bhi hona chhaiye.
       
      • #918 Collapse

        Forex trading aik karobar he jis min hum apne emotions ko control kar k kafi kuch earn kar skate hin humari malomat aur humara tajurba es karobar min humara sab se bara sathi hota he. Hum es karobar min jeise jeise work karte hin to humin andaza hota he k ye market keise harkat karti he aur wo kiya forces hoti hin jo es karobar ko run aur es ki direction ko change karte hin.
        • #919 Collapse

          forex mein jab be kam karay es mein jaldbazi aur greedy na karay es mein mind se kaam karay aur small volume se trade karay aur kosis karay es mein mind se kaam karay
           
          • #920 Collapse

            g han hamare liye ye bohat he zarori bat ha k ham apne emotions ko mukamal tor per control kar k kam karen aur emotions ko aur greed ko control ker k jab ham kam karen gay to phir ham zaror kamyab ho jayen gay
            • #921 Collapse

              main ap ke baat se agree karta hoin and main yeh samjhta hoin k hamain is main apny emotion ko enter nai hona chaye and na he greed karni chaye and just apni trade and is ke market par he focus karna chaye...
              • #922 Collapse

                Brothers forex main apny emotion's py control krna Beh aik tradr kay liya zarori hay aor trading ky doraan apny demag ka proper istamal kariya aor mukamal tor per trading ki tarf focus rakheya aor market ky saath in touch me raheya aor jazbaaat c koi faisla nahi kariya.
                • #923 Collapse

                  Emotation ka app ko forex kay bussines main loss ki ihham reasion hy iss main app ko firex kay bussiness main apnay emotation ko alwayes controll kernaa chahyia,
                  • #924 Collapse

                    g han bhai aap nay bilkul sahi kaha k hamain Forex trading main apnay emotions ko controll rakhna chahye aur focus karna chahye apni trading main q k agar hum forex trading main focus nai kartay aur apnay emotions control ni kartay to is say hamain nuqsaan ho ga aur hum learn nai kar pay gay.
                    • #925 Collapse

                      patience and tolerance is very important for Forex business. Forex market is very risky business and a trade didn't understand the market trend will change any time at once. When a trader loose his money he become in tension or fear. At that time patience and calm relex the body. Forex busienss is very risky and newbie are not so expert to understand the market trend and analysis the market.
                       
                      • #926 Collapse

                        bhai jaan ap ki baat sahi hai forex mein success k liye yeh b buht hi ahm hai k apjb b trading kro ap ko chahiye k apne emotion ko controlr kr k hi trading kro q k emotional trading ap ko loss daiy sakti hai
                        • #927 Collapse

                          forex trading man wohi trader kamyab hota ha jo patience ho aur apny emotions py control kr k trade krna janta ho aur market ki news ko smjta ho aur us py khud ko focus rkhy.
                          • #928 Collapse

                            Agar hum forex trading karty waqat apny emotions ko control main rakhy gay tab he hum theak say forex trading par focus kar sakty hay aur agar emotion ki zad main aa gye to hum theak say trading bhi nahi kar saky.
                            • #929 Collapse

                              je bhai je is mein jazbati nahi hona aur na he laluch karni hai ap ko losses k moa dekhna paray ga is mein saber se kaam kiya jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                g dear bal kul as forex business me hum apnay jazbat ko countrol kar k he aik achy trading kar saktay hay or ye aik best way hay achy trading karnay k letya
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X