control your greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    I think mujhe lagta hai k Forex trading business mein humain greed nahi kerni chahye q k ager hum greed say trading kerte hai to mujhe lagta hai k hum Forex trading business mein zayada earning nahi ker sakte.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      g bhai aap ne sahi kaha hai .... i agree with you actually greed is a curse aur greed nahi karna chaheyai ye trader ke lye buhat worst hai greed se kuch bhi hasil nahi hota sewaye loss ke ....aur trading ko profesionally aur responsibility ke sath l karna chaheyai
      • #993 Collapse

        controll on your greed and dont think i earn enough money from forex so do your business simple just like others and stay with forex for a better result
        • #994 Collapse

          greedy ko complete finish kro gy to ap ko koch mele ga forex se agr es ko sath chalao gy to ap ko forex se koch be nahe mel skta he es le koshash kro ky ham ko koch na koch forex se hasal kry
          • #995 Collapse

            Asalam o alikum main yahan new hon main abi recently is ko join kia hai waqa is main ap ko apna factor greed ko lazmi control karna chaheya q k ap greed k chakar main apna bohat bara loss kar saktay hain jo k ap k leya bear karna mushkil ho sakta haitow please control greed from the beginning ....... :)
            • #996 Collapse

              In forex trading everyone wants to get big profit. Some time we get small profit and continue waiting for more and more but we experience loss. In these cases we should keenly observed the current scenario and make decision before losing our profits.
              • #997 Collapse

                forex ki world main agar ap kamyab hona chahty hain to apko chahiye k ap greed sy perhaiz karen.is sy ap kam investment sy zayda profit hasil kar sakty hain.kabi kabar lalch insan ko dooba deti hain.or insan ko bohat nuqsan ho sakta hai.magar bohat sy log jo lalach nhi karty kamyabi sy forex ki world main kam kar rhy hain.
                • #998 Collapse

                  trading mai greed ka hona bht zayda nqsan dai hota hai aur hr trader ko is say bchna chaioye. Q k greed aapko asman say zameen pr phaink skte hai. Is mai jb koe trader bht zayda greed say kaam krta hai profit ke to bht nqsan othata hai
                  • #999 Collapse

                    ji han bilkul bro si main humey apne gred ko control karna chahei kyun k lalach buri bala hai humey is main hi nhe balke har kam main lalach neh akrne chahie kyun k mere khyal main lalach ak sirf nuqsan hi nuqsan hai bro
                     
                    • #1000 Collapse

                      forex business me patience ke bohat zaida ahmiat hote hay isi leye is business me greed ap ke sab se bare enemy hote hay q k laalach ke waja se app jald bazi karte hay or begair analyses market ka kiye ap trade kar dete hay jis say ap apna account zerro kar dete hay is leyey greed ko trader ke sab se bari enemy kaha jata hay
                      • #1001 Collapse

                        bhaut he ziada zaroori hai ke aisay kaamo mein apne greed pe aur nafs pe qaabu paya jaye kiun ke agar aap ne aik baar control ker ke koi acha faisla kar liya to woh aap he k haq mein behtar hoga kiun ke lalach buri balaah hai
                        • #1002 Collapse

                          greedy nature walay ka forex me koi kam nahi hai jiss nay b kam ko achi tarha say karna hai us k lye zrori ha k wo is chez ko samjhe aur kare jiss me ye cheez ko kya jae aur samjha jae.
                          • #1003 Collapse

                            Aap ne theek kaha hai forex mein greed karne wala kabhi kamyab nahi ho sakta hai is liye humain is se bachna chahain humain apne experience se trade karni chahain aur greed nahi karni chahain ye hamare profit ko kha jati hai is liye humain is se bachna chahain is k liye hum take profit use kar sakte hai.
                            • #1004 Collapse

                              G han... jahan tak men ny jana hy greedy shaks kbhi bhe khush nhe rehta... jitna kuch bhe hasil kr ly phr bhe us ki hirs khtm nhe hoti... forex men greed bhut bra loosss dy jati hy aur aksar aokat to profit bhe losss men tbdeel ho jata hy greed ki waja sy.. isi liy greed ky bjay aram sy forex m kam kren aur thory profit py bhe shukr kren...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                je forex mein greedy karnay walay brother ku nuqsaan he hota hai es mein hemsha wohi faeday mein rehta hai jo es ku samj se karta hai es mein cool mind rehnay ke buhat he zarrat hai thankful for question
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X