control your greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2131 Collapse

    humain trading main greedy ho kar kam karny say avoid karna ho ga ta kay huamin trading main achi earning ahsil ho saky agr hum is main greedy ho kar kam karty hain to humain is main loss b ho sakta hay profit km hota hay
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2132 Collapse

      apki baat theak hay humay apny greed ko control mai rakh kar he trading karni chahiey agar hum laalch ko control nahi rakhy gay to humay market main bohat ziada loss bhi ho sakta hay so humay aisa nahi karna chahiey
      • #2133 Collapse

        apki baat theak hay forex trading main agar hum apnay greed ko control kar kay trading karen gay to he achi trading kar sakty hay warna greed ki waja say humay market main bohat ziada loss ho sakta hay
        • #2134 Collapse

          forex trading mien pni greed ko control karna laazmi hia aur agar ap apni greed ko control nahi karte to ap phir is mien kabhi bhi kamiyab nahi hoskate is liye ap apni greed ko control karen.
          • #2135 Collapse

            greed say trade ko krna kabi loss daita hai or kabi ik ya do dafa hum is say earn b kr laity hain laikin result yehi milta hai k ye kaam teek nahi hai laikin pher b pata nahi kun k hum is greed ko mind mai lay aty hain trade ko krny k bad is vaja say
            • #2136 Collapse

              khud kay account ki greed say safety krni hoti hai to is main ye sub say zarori hai k hum nay market main kaam ko greede ness say nahi krna hai in say loss b hota hai or kaam ko krny ka maza b kahtm ho jata hai life say is liay avoid it
              I LOVE PAK FORUM
              • #2137 Collapse

                greed kabhi bi trade pe apko nai karni chaiy jub ap aik acha profit ko bana lay tu apko chiay kay ap aur bi dehan say tradec karay kyu kay greed apka sara profit lay sakti hai
                • #2138 Collapse

                  apki baat theak hay humay trading main apny lalach ko control main rakh kar trading karni chahiey agar hum lalach ko control nahi karen gay to market main theak say earning nahi kar saky gay
                  • #2139 Collapse

                    apki baat sahi hay forex trading main agar hum apny lalach ko control kar kay trading karen gay tab hum market main bohat acha profit earn kar sakty hay aur es trha humari trading bhi achi hoti hay
                    • #2140 Collapse

                      G bilkul thake kha hy apna forex trading mai traders ko chahye hy k wo apna emotion per kabo rakhin or sath sath wo greeding issues ko be khatam ker dain jus sai apko looss hota hy
                      • #2141 Collapse

                        agar hum apny lalach ko control karna seekh gye to hum forex trading main bohat jald kamyab ho sakty hay bs humay har kisam kay lalch say bach kar trading karni chahiey
                        • #2142 Collapse

                          gredd is rhe biggest enemy of any trader whether the trader is a begginer or an experinced trDer .we should avoid gredd because it can easily turn your profit into loss
                          • #2143 Collapse

                            Is main agar him greed kar k kam karein gay to hamain surf loss ho Jo ga na k kuch aur is main hamain is ko avoid kar k kam karna. Ho ga ta k loss kam ho aur him earn karein
                            • #2144 Collapse

                              Greed aur emotions buhat barey enemy hain aur hamain in sey bach kr trading krni hy warna aap ko hamesha loss hi hota rahay ga. Greed aap ko kabhi bhi sakoon sey nahi bethney dey gi aur yeh aap ko ziada profit key chakar main rakhey gi. Is ki waja sey hum over trading kartey hain. Greed sey bach kr chalney main hi faida hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2145 Collapse

                                kisi bi trader ki trading ko wrost banay men greed ka boht amal dakhal hota ha greed ki waja se trader aik to target se ziada trade karta ha aur dosra voh lot size bara trade karty hovy apny mone management rule ko un follow kar deta ha jis ki waja se voh loose karta ha money so control the greed yeh enemy ha traders ka,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X