control your greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2056 Collapse

    Asalam o aliekum yes greed may become reason to ruin your balance or it may be reson to create or make profit just need to know how to balance that greed
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2057 Collapse

      Yes dear app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen lalach par cantrol karna chahe kyun k is business me hm lalach se kam karty hain tu hm kafi loss kar skaty hain isi liye hmen chahye k hm is business me lalach se kam nahi kiaa kareen
      • #2058 Collapse

        forex main kaam kartay howay greedy aur jaldbazi na karay aap k liye best ho ga aur es main mind se trading karay aap k liye best ho ga aur es main cool mind rahay thankful for question
        • #2059 Collapse

          Ji haan greed se bach ker kam kerna chaiye , Greed sirf Forex main he nai koi b app kam kertay ho agar us main app Greedy ban jao gay to us main ap ko nuqsan uthana per sakta ha , So Forex main is cheez ko bilkul b try na krain tab kamyaab honge, Thanks
          • #2060 Collapse

            jnab hum jab trading karty hain to huamin is main greed ko avoid kar kay kam karna ho ga jis say huamin loss nai ho ga or huamin is main gree ko control nai kia hay to huamin trading main profit ki bjaye loss hi loss haisl ho sakta hay
            • #2061 Collapse

              Traders agar apna greed control kar lain to phir un ko success se koi nai rook sakta q k greed hi traders ka forex trading mein sub se bada enemy hota he or agar es enemy ko control kar lia jay to phir forex trading se ap itnai ziada earning kar sakty hein.
              • #2062 Collapse

                Jis ne greed control karne ka hunar seekh liya samjho us ne bohat kuch seekh liya, bcoz greed hamesha bura anjaam deti hai
                • #2063 Collapse

                  jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss tab hota hay jab hum is main greedy ho kar kam karty hian huamin is main loss tab ho ga jab hum is main learning nai karain gain huamin is main greedy ho kar kam nai karna ho ga
                  • #2064 Collapse

                    greed per hamesha control rakha jana chahiye kiun ke greed he hamesha loss ka cause banti hai aap ke lye is lye jitni kam ho sake utni kam earnings kar len lekin greed mat karen takey bar bar loss uthana na pare aap ko .
                    • #2065 Collapse

                      bhai jaan main aap ki baat say bilkul agree karta hun forex k buisness main bhot zarori hai k ham apne laluch ko control mian rakhen aur agar hum aesa nai karen gay toh haman loss k bhot sary chances ho sakte hen .
                      • #2066 Collapse

                        this is the much much necessary in the forex ,if you will not control the greed then you cannot get the success i nthe forex ,for the success in the forex you should control the greed then you will able to get the success
                        • #2067 Collapse

                          insan ko forex mn loss krwany waly sab se bury uske apny hee emotions saabit hoty hain inhi py controlll krna mushkill hota hai kyun ke greed jab bhee mind mn ata hai to acha bhla chalta hua profitable kaam loss mn change ho jata hai jesy hee lot increase ki to loss hona start so apny emotions ko controll krna bht zuroori hai
                          • #2068 Collapse

                            Assalam o alaikum aap ka sawal acha hy, me yeah samaj ta hun ke greed control karni hogi shukeria ....
                            • #2069 Collapse

                              Dear friend ap ne theek kaha forex trading mein greed sy bachna bhut zeruri hy forex trading mein ager hum successful hona chahty hein tu koshish kern k poori twjo sy trading kern aik ghalt step ap k liy bahut bhari sabit ho skta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2070 Collapse

                                JEE HAN BILKUL YOU ARE absolutely right hamein trading mein greed say poori taran bachna chahye kyon ke in trading agar humgreedy hoon gy to greed mein hum kuch ulta saadha kar de gay or jis i waja sy hamari trading loss mein ja skti hai or isi waja sy hamara account bhi waste hoo sakta hai isi liye hamein greed se bachna chahye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X