No announcement yet.
تمام موضوعات
Forex
Crypto
Commodities
Shares
Trading Strategies
Forex signals
Humor
Trading Universities
15-12-2016, 12:37 PM
is buiness ko bahu ziyada mehnt sy kia ja ga aur kafi learning kr k is buiness ko kia jai ga ye aik online kaam hai is ko bahut sy loog krrahy hain y eaik good kaam hai is ko bahut ziyada mehnt sy kia jai ga
Advanced mode Normal mode
10-12-2016, 06:13 PM
forex trading mine loss se bachne ke liye apko chahiye ke ap is mien proepr mney management ke sath is mien trading karen ap kabhi bhi panic nahi hon bs is mien ap mehnat karte rahen.
25-06-2016, 06:33 PM
je main ap ke bat samaj gia hon .ham log loss se bachne ke lae forex main mahnat karen ge as main jab ham log trading karen ge to soch samaj kar trading karen ge as main hamin thora thora profit hasel karna chae.hamin zyada ka lalach nahe karna chae .hamin fress maind ke sath trading karna chae .hamin ak ache knowledge hasel karna chae jis se ham ak ache tradar ban sakte hain.
24-06-2016, 09:31 PM
jee bilkul janab ap theek ekh rahay hain. kuch loogon ko esa karnay ki waja se bhi buhat loss hota hae. but meri nazar main loss ki actual waja hoti hae knowledeg learning or experience ka na hona . yeh wo chezen hain jo hain har trader k pass lazmi honi chahyie hain to trade/
24-06-2016, 06:58 PM
je main ap ke bat samaj gia hon kah loss se bachne ka treeka kia hona chae kah hamin loss bhe na ho or ham log profit bhe hasel kar lain .hamin chae kah log phale market ko chek karen as ke bad ham log frees maind ke sath forex main trading sero karen hamin as main jald baze nahe karna chae .as main hamin knowledge ke sath trading karna chae or sath he hamin tajarba bhe istamal karna chae as tarha ham log loss se bach sakte hain.
24-06-2016, 05:18 PM
Strategy ko use karo brother agar strategy ko use nahi karo gay tu maybe are you success agar success hona hai tu must learning karo gay our learning hi ap ko success kar sakti hai is liyeh learning is the key level of success and only learning hi ap ko loss say control karnay ki strategy our emotional control trading karna seeka sakti hai
24-06-2016, 04:28 PM
Yes dear apne ye bhot ache trick batai hai jis se hum loss se bach skhty han kyoun k jab hum forex market me trade kar rahy hoty han agar humara trade loss me chal rahi hoti hai to humen usko closed nahe karna chaye or jo humari trade profit me chal rahe hoti hai usko hum closed kar k loss se bach skhty han
24-06-2016, 04:26 PM
loss se bachne ka aik hi tareeqa hai k ham forex ko pehle learn kare phir us pe kaam kare to ham ko profit ho ga aor loss se bache rahe ge
24-06-2016, 04:24 PM
Han aisa es lye karty hain k profit loss mn convert na ho jaye. Aisa thek hai bh aur nahi bh. Log yahan earn karny k join karty hain aur chahty hain k her sorat mn profit ho aur loss sy darty hain jis ki waja sy trade jaldi band kar dety hain.
24-06-2016, 12:23 PM
Bhai jab ap forex par krein gy to dull concentrate sy krein r kam esy krein ky us ma koi galti na ho agar ap deham ni dy gy to is tara ap sy mistake ho sakte ha jis ssy ap ko losss hony ky chances zayada hain is liy jab ap kam krein to full concentrate sy krein ky ap ko profit ho na ky losss ho
loading_messages
load_more