Verification process k liye scanned documents upload kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Verification process k liye scanned documents upload kren

    Assalam u alaikum:-
    Dosto bohat sy log verification process ki waja sy preshan hoty hain q k unky documents ki verification kisi na kisi waja sy rejecte ho jati ha or verification process lamba ho jata ha islye is preshani sy bachny k lye hamesha scanned documents istemal krny chahye Jo k verification process ko easy bna dety hain.
    Dear forex members basically jb ap forex forum py kam krry hain to Jo bonus apko milta ha usko withdraw krny k lye ap ko install forex account ki zrurt hoti ha . install forex account bnana koi mushkil kam nhi bulky uski verification krwana aik mushkil kam ha Jo k scanned documents sy easily or jaldi ho jati ha .
    Install forex account ki verification basically 3 steps main hoti ha lekin 3rd step is main optional hota ha Jiska last main zikar krn ga
    First step verification:-
    First step verification ky lye apko apny I'd card ki dono side kioriginal photos upload krni hoti hain ye verification within 72 hours ho jati hai lekin agr ye photos scanned hn to ye jald ho jati ha.
    2nd step verification:-
    Is step main apko apna address verified krwana hta ha Jo k ap original Domicile ya phr bank 🏦 statement ki photo upload krny sy krwa skty hain or isko ko b scanned kr k upload krna chahye.
    3rd step verification:-
    Dosto 3rd step verification optional hoti ha iska mtlb ye ha k agr ap ye step nhi b krty to apka account verified ho jata ha basically is step main apny first step main Jo documents upload kye hain Wo apny hath main pkr kr apni pic ly kr apload krni hoti ha Jo k zruri ni ha.
    Umeed krta hn k is ans sy apko kuch na kuch faida zroor hoga shukrya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Verification process k liye scanned documents upload kren

      Assalamualaikum dear friend aapane bilkul sahi kaha hai verification ke liye Hamen scan documents upload karna chahie Kyunki iski vajah se verification jaldi ho jaati hai aur ham aasani Se Apna bar to Fir kar sakte hain Agar Ham documents verified Hote To Ham t-shirt hokar kam karte hain isliye main Saja Ke mehnat aur hardworking Karen aur scanned document upload Karen
      • #18 Collapse

        Re: Verification process k liye scanned documents upload kren

        Assalamoalikum g dear aap ne acchi bat ki hy pak forx main ham ko hard work and karna chye ment karni chye pak forx main kafi sary log end main jab ubko profit milta hy but unka account verification wala verification nhi hoti to osko masala hu jata hy hmay pak forx main kma jab strat karty hain ham ko ye sab kam pehly Tim par kar lini chye pair real account se ham ko faida mil saky ga
        • #19 Collapse

          Re: Verification process k liye scanned documents upload kren

          Hi member ki earring aur bhi acchi tarah se start hoti hai yah rang karne ke liye member ko acchi tarah se Kam per focus karna chahie aur aise AAP membership kamyab ho sakte hain hamen chahie ke Ham improvement aur aur kam profit aur focus karna chahie, have a nice day Good luck
          Ali hassan
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Verification process k liye scanned documents upload kren

            Instaforex ke verification ke leya scanned documents bhout zarori hen is se apke verification bhout jaldi ho jati our kisi qism ke problem nahi hoti humy chhaya ke scanned documents dey our donu verification krny ke leya clear copy dey our jab aik verification complete ho jay phr dosri verification kfy

            اب آن لائن

            Working...
            X