Agar ham forex mein success chahte Hain to apna account balance increase kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar ham forex mein success chahte Hain to apna account balance increase kren
    Forex mein success hamare account balance ke upar depend karta hai aur ISI tarah agar hamare pass account balance bahut lo hai to hamen risk bilkul bhi nahin Lena chahie aur agar hamare pass account balance bahut jyada hai to Ham Forex mein jyada se jyada profit hasil kar sakte hain aur hamen chahie ki hamen Forex mein mehnat karni chahie jitna jyada Ham hardwork karenge utna ziyada se zyada aur acche tarike se Forex profit hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar ham forex mein success chahte Hain to apna account balance increase kren

    Ji bilkal ap ne thek kaha hea.agr hum forex mein kameyab hona chahte hean to hamein apne account ko increas karna ho ga agr ap firex ko achi trah sekh ge hean mtlb apke ke ander itna knowledg hea ke ap treading kar sakte ho to ap es invest ment kar ki bhi treading kar sakte hean ya phir posting ke zarey apna bonuss barhayean aur us se treading karen profit hasil karen apny account ko increas karen
    Last edited by ; 02-09-2020, 10:04 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Agar ham forex mein success chahte Hain to apna account balance increase kren

      Jitna aap accoutn ka balance increase karna chahyn to aap kar skty hain aur jitna balance increase ho ga utna aap ky loye safe hoga aur aap safe trading kar skty hain bagher dar ky k aap ka kahin acvount wash nah hojaye to ap ko chahye ky account balance ko increase karny ky liye aap forum oar weekly kam karyn aur har week kam karyn ta k ahista ahista aap ka balance increase hojaye. Aur trading krty​hue money managemnt ka khyal rakhyn.​
      • #4 Collapse

        Re: Agar ham forex mein success chahte Hain to apna account balance increase kren

        Ji hamain chahiye keh forum per acha post work karain. Aur har hafty milny waly bonus ko fori use kar kay waste na karain. Balkeh is bonus ko akatha kar kay apna capital ziada strong banayain. Ta keh forex market main achi trading kar sakain.
        • #5 Collapse

          Re: Agar ham forex mein success chahte Hain to apna account balance increase kren

          Ji brother main aapki baat se agree karta hun Jab Ham Forex per kam Karte Hain To kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Hamesha han Aisi e planning Banani chahie jisse Hamara account balance increased ho aur ham apni trading ko kamyabi ke sath pura kar Saken Hamesha positive Rahe aur apne kam ko perform karne ke liye hard work Karte Raha Karen tabhi aap is business Se Achcha fayda Utha sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Agar ham forex mein success chahte Hain to apna account balance increase kren

            Account balance jitna zayada bara hota hy hum utne he trading mein safe rehty hain aur humein forex trading mein se ache earning bhi gain hote hy es liye humein chahiy keh hum agar forex trading mein kmayab hona chahty hain aur ache earning gain karna chahty hain to humara account balance zayada hona chahiye jitna zayada humara account balance hoga hum utne he forex trading mein profit gain karen gy es liye forex trading mein kmayab hony ka aik bara raaz ya bhi hy keh hum es mein apne account ko increase karen thanks
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Agar ham forex mein success chahte Hain to apna account balance increase kren

              Bilkul forex trading balance pe bhout depend krta agr apke pas balance bhout acha hai to ap ka profit bhout jaldi ho ga our kuch he pips ke bad ap gain hasil krna shrow kr dey gay. Sath mein ap apni marzi ka stop lose laga sakty

              اب آن لائن

              Working...
              X