Trading baghair loss mumkin nahi hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    balkul g trading baghari loss k mumkan nahe hai. yani ap yah sochain k forex se loss factor ko nakal dya jaiy to yah bat mumkan hai . yan agr ap leaning se kam karty hai to ap is factor ko kam zroor kar sakty hai. lakin risk factor ya loss factor ko nakal nahe sakty ho. q k ham janty hai forex aik korobar hai or karobar main profit and loss sath sath chalty hai. is lai loss hona natural hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      business main app ko loss bi ho ga aur profit bi yeh ab app ki managment hai keh app profit kamana chatay hain ya loss ager app ko kam sahi aata hai tu app thoraay loss ky sat achi khasi earning kr saktay hain
       
      • #198 Collapse

        kisi bhe kaam ki importance ka humain uss time pata chalta hay jab hum uss kaam main loss uthatay hain aur koi bhe kaam jis main sirf profit he ho koi loss na hota ho wo haram kaamo main aata hay, jab tuk hum trading main loss nahi face karain gay hum aik achay trader nahi bun saktay...
        • #199 Collapse

          trading bagir loss kay mumkain h lakain jab ap bagir loss kay trading karin gy to us may interest aa jaya ga, jo kay humary islam may possible nahe h, es leya trading may risk rahta h us may loss b ho sata h or profit b ho sakta h
          • #200 Collapse

            tarding bagar loss mumkin nahe hay.but Forex par apka kam he to trading karna is ke bagar apko koye loss ve nahe hoga or profit ve nahe hoga.is may se ap jitna payisa bouns may mile ga o ap trading k bagar withdraw nahe kar sakte...
            • #201 Collapse

              ye bat sahi hay kay trading loss kay bagahir mumkin nahi hay or jahan profit ki bat ho to waha loss ko nazar andaz nahi kia jaskta is lian trading main humain dono chezon ko dekhty hovy chalna parta hay lose ko bhi or profit ko bhi.
              • #202 Collapse

                yes brother ap sai kh rahe ho k Trading baghair loss mumkin nahi hay ku k ye aik aesa bussiness ha jahan losss hne k bht chances hte aur is loss se bachne k lie hme practice aur experince ki zaroorat hti agr ye dono cheze apke ps hain to apke loss hne k chances bht km hain
                • #203 Collapse

                  Forex aik business hai aur business mein profit k saath saath loss ho janay k b chances hotay hain aur aap ko apnay hard work aur skills se loss ho janay k chances ko minimize kerna hota hai aur yeh he aap ke success hoti hai aur iss k ilawa iss mein success gain kernay ka koi short cut way nehi hai.
                  • #204 Collapse

                    mara bhaio mara khayl se forex ma loss aur profit dono hota hay hay agar ap ka pass traders senior hou to ap se baj sakta hay other wise u take a loss or profit dono
                    • #205 Collapse

                      mujey nahi lagtha k asa koi b trader hoga jisney appni forex trading k career mein loss nahi kiya hooo loss ka samna har aik trader kartha hai magar real aur kamyab trader wahi hai jo apney loss ko recover kar letha hai aur apna mahina yeh weekly target profit mein hasil kar letha hai...
                      • #206 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sonia7878 پيغام ديکھيے
                        Trading bagair loss bilkul bhi mumkin ni hai ager loss na ho aur sirf profit ho tu ye theek ni hai haram mein shamil ho jata hai is taran se business hamein is taran k kamo se bachna chaye forex maein tu loss aur profit dono hain jo theek hain.
                        dear friend koi aisa business nai jiss me loss na hota ho har business me profit ke saath loss bhi hai . forex trading bhi is tarah hai is me loss hota hai lakin agar aap ke pass knowledge zyada hai or aap ke analysis theek ho to aap apne loss ko profit me change kar sakte hai
                        • #207 Collapse

                          yes brother app ny bilkul thek bola ha busines koi b ho us ma loss or profit to lagy rehty han lakin forex ma hum apni ghalti sy loss keraty han or is ka sara cradet hum ko he jata ha hum ko cahyea k analysis chek kar k trading kerin
                          • #208 Collapse

                            Forex trading basically knowledge aur experience kaa business hai aur agar app Forex trading mein success hasil karna chahte hain too phir app koo pehlee ess koo learn karna hoo ga jaisee candlestick pattern, chart analysis aur support and resistance level phir app apna loss kaam kar satee hain
                            • #209 Collapse

                              g bhai jaan apke sawal mein hi apka jawab bilkul ayyaan hai trading mein loss kafi ziada hai agar koi buht acha trader hai to b uski kuchh trades lazmi loss mein gai hoon gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                                Dosto, bohat saray log aksar yeh sawal kartay hain k kia trading baghair loss k mumkin hay? koi aisa tareeqa batao keh baghair loss k profits mil jaye, koi aisa method jis ki madad say rato raat ameer ho jao wagaira wagaira. Dosto, yeh sab aik jhoot hay, forex koi ameer bannay ki na scheme hay aur na he itna easy hay keh ap asani say is say paisay bana lo, aisi koi bhe trick hay aur na he indicator hay jo ap ko 100% accurate signals day hamesha k lye, jitnay bhe big professional traders hain wo sab bhe loss kartay hain, yeh alag baat hay keh wo dosri jagha say cover kar laytay hain, lihaza ap log bhe apna mind bana lo k aisi na koi strategy hay aur na he koi indicator hay jis ki madad say ap 100% profit he kamao, lihaza mehnat karo, aur apna kaam halal karo.
                                JEe bilku bhai ap ki baat bilkul thek hai trading main mere khayal say koi aisi trick nahi hai jo loss ko bilkul he khatam kar saky lekin agar hum iss main mehnat karty hain aur achi tarh forex ko samjhty hain tu phir loss ko bhut had tak apni trading say minimize kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X