Trading kay doran sari trades profitable karna almost namumkin hai . traders kay doran traders ko profit b hota hai aur iss ko loss ka samna b karna hota hai. traders ko apni loss ko kam say kam level par rakhna hota hai lakin iss ko mukamil avoid khabi b nai kiya ja sakta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим