signal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    signal
    signal se ap forex ko nhe seekh sakty ho is k leay ap ko forex ko seekhna ho ga signal ap ko kuch bhe nhe seekhaty hain is leay ap signal ko use na krain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhai hemin apne trading mein market ke signals ko dekhna important hota he aur hm apne trading mein signals ko smjehin aur apne trading market ke clear signals ko smjh kr jb hm trading krein ge to hmein apne trading se profit asane se hota he
     
    • #3 Collapse

      Gee mery bgai ap signal par bhe kam kr sakty ho likan es ky lye bhe ap ko forex market kibasic education ho gy tou ap forex market mai signal par kam kr sakty ho. Ap signal ki madad saybhe earning hasil kr sakty
       
      • #4 Collapse

        Gee mery bhai es waqat. Bohat say log signal provide krtay hai..likan met khayal say signal par trade krna acha nahi hai. Kyu k hum signal ki madad say zada earning nahibhasil kr sakty hai.
         
        • #5 Collapse

          Mery khayal say es waqat log signal par bhe kam kr rhay hai. Agr tou trusted trader hai tou ap es par trust kr sakty ho. phr ap es trader ky regular signal ko use kr sakty ho.
          • #6 Collapse

            gee bhai forex trading mein hm ko boht acha faida hota he jb hm apne trading market ke signals ko smjh kr apne trading krte hein aur hmein chahe keh hm apne trading mein bhtr kam krein aur apne trading mein learning ache krein aur apne trading market ke signals ko smjh kr apne trade krein
               
            • #7 Collapse

              Traders indicators aur signals ka use krtey hain aur market key trend ko predict krney ki koshish kartey hain. In signals par 100% depend nahi krna chaheye aur is key sath sath market ko analyse bhi krna chaheye. Signals key elawa hamain time frames sey bhi help leni chaheye. Market ka trend different reasons ki waja sey up aur down hota rehta hy aur aik direction main move nahi karta.
              • #8 Collapse

                Dost forex main signals say koi bhe us ko learn nahe ker sagta hai us ka knowledge hota hai jo ap kisi bhe achy trader friend say hasil ker sagty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  gee han bhai hmein apne trading ke signals ko lazme smjhna hota he aur hm apne trading mein sahih experience se kam krein aur apne trading mein indicators ka experience acha krein phr hmein apne trading market ke ache signals hasil hon ge
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X