Bitcoin khud ek virtual currency hai jo sirf digital form mai mojood hoti hai aur kisi bhi physical shakl mai nahi hoti. Isay decentralized blockchain technology par operate kiya jata hai jo kisi aik hukoomat ya idaray ke control mai nahi hoti....
Blockchain Bitcoin ka buniyadi dhaancha hai jo iski tamam transactions ko record aur verify karta hai. Ye ek decentralized ledger hai jo kisi aik idaray ya shakhs ke control mai nahi hota, balki duniya bhar mai hazaron computers par distributed hota...
Bitcoin wallet choose karne ke liye sab se pehle apni zaroorat ka taayun karein ke aap short-term trading karna chahte hain ya long-term holding. Hardware wallets (Ledger, Trezor) ziada secure hote hain aur long-term investment ke liye behtareen...
NZD/USD ka pair aaj kal market mein kafi dynamic tareeqay se trade ho raha hai. Pichlay kuch sessions se yeh pair ek defined range ke andar oscillate kar raha hai, jahan price ne approximately 0.6300 ke qareeb ek mazboot support aur 0.6600 ke...
Bitcoin ya crypto market ke crash hone ki kai wajuhat ho sakti hain. Aksar hukoomati pabandiyan ya naye qanoon is market par bura asar daalte hain. Badi machhliyan yani whales jab bohot zyada crypto ek sath bechti hain to market gir jati hai. Agar...