Simple (Asaan) Trading Kis Ko Kehtay Hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Trades who are very keen observer and notice little but important points get success soon. If you have proper knowledge and you work hard to get experience , you move towards success because your skills for this field increases. If you are trading in market of forex you learn many more things and thus you become an expert.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Is main app ke liye sada trade yeh hi ho sakti hai ke app wait kar ke market main enter ho aur kuch pips le kar trade ko profit m,ain closed kar de aur app ko zada loss aur zada nafe main nahi jana pare ga aur app ki koi bhi strategy bhi na ho tu app ko profit ho jye ga .
       
      • #108 Collapse

        mere bhai hume bas simple si trading xamkah kar hi forex trding karni chaihiye kyun kay hum ziyada mushkilat mein khud ko daba kay rakhengay to forex mein trading karnay mein mushkilat pesh asakti hain..
        • #109 Collapse

          friends i think the simple trading means the trading just in the simple way ,that's it .but if you want the technical answer about this point then friends i do not have the too much knowledge that can give you the answer
           
          • #110 Collapse

            bhai simple trading yehi hai k ap correction k time par trading karain jis ko aksar log scalping bhi kehte hain is se acha profit earn hojata hai or apni deals ko ziada phasne nahi de is se kafi loss bhi hota hai
            • #111 Collapse

              simple trading se murad hi ke ap log choti lot size se achi earning ker loo single trade ko open kero orr then iss waqt tek close na kero jab tek profit na mil jye iss main hi a trader ki kamyabi hi
               
              • #112 Collapse

                main khud bhi simple method se trading karti hun aur kabhi bhi mene is main EA and indiactors ko use nahin kia hey main ais main always m15 par trade karti hun aur very simple method se is main trade lagati hun.
                 
                • #113 Collapse

                  Friends new beginners ko chahiye key simple trading se apni trading start karey simple trading mey apko loss ka chance thora kum hota hy or apko zada se zada sikhney ka moqa bhi milta hy.
                  • #114 Collapse

                    Jo meri apni forex trading ke bary mein soch hay wo yeh hay keh khud jo ham trading kerty hain manual trading es ko ham simple trading bhi kehty hain kyon keh es mein koi robot involve ni hota hay
                    • #115 Collapse

                      simple tradeing ye hai ap is mai secure tareeky se kam kary or jab is mai kam karty hai to ap is mai apna daily profit target low rakhna chae hai jo k ap k liya acha hai
                      • #116 Collapse

                        Trading with the appreciation with both Indicator is a real orbicular .But I think ensiform trading is not allows angelic and whatever instance we can be get casualty.because we can not trad without peril If we do not reasoning both technicel and rudimentary.But gain sure that we possess to do vantage money direction all abstraction.
                        • #117 Collapse

                          bhai simple trading yeh hai ap apni trading ko over complicated na banaye bohat saare log overcomplicated is traha se banate hai ke wo bohat zyada indicators ka istemal krte hai jis se hosakhta hai ke ap ko buy ya sell ka pta chalta ho lekin yeh indicators 100% apko kbi bi surity nhn dete ke ap ki trade perfect hai is lye ap ko chahye ke ap sirf ek hi strategy pe focus krte rahe
                          • #118 Collapse

                            mere khayal se tu simple trading demo accout se hi ap sekh sakte hai jis se ap sare chezo ko behter andaz se samjh sakte hai or acha profit earn karna sekhte hai tu mere khayal hai demo is the best way to simple trading shukriya.
                            • #119 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                              Aap me se kon Simple trading kay baary me bata sakta hai. Kia aap kay khayal me hum apni trading ko simple kar kay ziada profit le sakty hain. Me is baary me jannay kay liay bohat ziada interested hoon kay aap me se kitny log Simple trading method ko use karty hain or kia ye effective hai?
                              Main forex trading main new hun aur main eskay bary main itna nahi janta mery khyal main simple trading matlab hum jo normly trading karty hay jo thora profit lay kar close kar di jaye usay kehti hay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: sami پيغام ديکھيے
                                mere dost forex main simple trading yehi hai kay app kisi pair ko buy ya sell karo lekin is kay liye bhi app ko copmplete knowledge hona chahiye app demo pe is ki achi practice kar saktay ho jo app kay liye usefull hai.
                                Han bhai hum simple trading us ko hi kehte hai ke hume sell aur buy karna hota hai lekin hum is ko sahi se us waqt kar saken ge jab hume is ka proper knoledge ho ga.....
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X