How Market Levels Changed?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1261 Collapse

    G brother ap k sawal k mutabik support and resistance baki levels k ilawa ye levels hain jo k apko market ki movement k bary meun hint dety hain jese k agar aik bar sell ki buy ki hai r wo market k mutabik move kr rai hoti hai lekn ap us bar ko daikhty hoye trade nai kr sakty jab tak us k agli bar us end piont se us k opposit na jana shoŕo kry is ko resistance kehty hain r support jo aik bar move kr rai hoti hai next b usi mein us ki favour mein move kry market ko reverse na kry usay kehty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1262 Collapse

      is forex main hamain 2 level hoty hain us ko use kar k trade karni ho gi ta k loss na ho saky aur greed ko avoid karna ho ga aur use kar k is ko hum market min acha earn kar sakty hain ta k hamain profit ho saky aur loss na ho
      • #1263 Collapse

        market say kis tara say hum ko teek say kaam krna is waqt ko kis tara say hum maloom kr saqty hain jub is market main kaam ko krna hai nahi to khud ko is market say hum ko profit ko earn krna koi b itna easy nahi hota hai
        • #1264 Collapse

          Forex ma market k 2 level hity hain jin ko trend line b bol sakty hain directly supports or resistance level b bolty hain,,,,
          1support level ji sa market start lati hy or kafi time os pa stay krti or first step o market supports ,,,
          2 resistance level jb market supports level ko break kr k next level pa stay krti hy buth sa time k leya or jb tk os level ko break nea kti wo hita resistance level
          • #1265 Collapse

            market main trade ko krny k liay hum nay is main ye maloom krna hai k kis level say ye market move kr rhi hai kun k is ki madad say next trade ko krna hum k liay kafi zada easy ho jata hai or mumkin hai k yehi ik safety hai hum k liay
            • #1266 Collapse

              market ka level kis tara say change ho jata hai or kia is k sath hum ko trade ko krna hai ya nahi jub tak koi b conferm candle nahi bun jati hai is chart main hum nay trade ko open nahi krna hai yehi is ki safety hoti hai
              • #1267 Collapse

                Click image for larger version

Name:	Forex_Support_and_Resistance_Explained_body_Picture_3.png
Views:	1
Size:	138.3 کلوبائٹ
ID:	12317559
                jdr sa trader ko ya analysis hota hai ka market ki movement buy hai wo supporter level khlta hai jdr sa sell wo resistance level ya level trader khud he chose krta hai or ya level trader experience ka sath he achi terhn lga sakta hai lakin aja kal kuch indicator use ho rha hn jo supporter or resistance bna rha hn ap be use kr sakta ho
                • #1268 Collapse

                  market ka level kis tara say hum ko advantage milta hai jis ki vaja say is mai kaam ko kr saqty hain her ik k liay is market say kafi zada faida milta hai agar is ko maloom ho jata hai k kis tara say is nay is market main kaam ko krna hota hai
                  • #1269 Collapse

                    forex market kay levels ko daikh kar he trade karni chahiey kyun keh kuch levels par market move karti hay humay chahiey keh en levels ko theak say anlaysis kar kay trading main use karen
                    • #1270 Collapse

                      jab b market main kam karty hain to humain learning kar kay humain achi earning hasil ho saky is main kbhi ups and down aty hain magr humain levrage ko set kar kkay kam karna ho ga
                      • #1271 Collapse

                        Sir jab markeet move kerti hai to is ka kuch bhi pata nahi chalta hai kay is may keya ho raha hai ye aik irrugular say chalti hai kay is may kuch bhi mumnikin hota hai kay jo apko baazoqat samehh may nahi ata hai markeet ko understand kerna hi bohat bari kamybi hai thank u
                        • #1272 Collapse

                          jab b hum trae karty hain to humain market main kam karny kay liye is main account ko verufy kar kay trade main ana ho ga jis say humaina chi earning hasil ho sakti hay hard work karn aho ga
                           
                          • #1273 Collapse

                            G Han forex trading main market k do leval hoty hain aik support aur doosra resistance in main agar ap forex trading main trade lagath ho to apko chahiy k ap forex trading main kasi bi pair ka his p ap trading kar rahy ho ap uska lazmi support aur resistance point lazmi check karo
                            • #1274 Collapse

                              market level market k toming k hisab sy change hota hae mtlb jb London ya newyark market open hoti hae to market level change hota h aur jb ye dono market ik doosry ko overlaps krti hain to tb b market level change hota hae.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1275 Collapse

                                is forex main hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur is forex main levels forex k dono ko clr kar k hi trade karni ho gi ta k market main achi trade kar k earn kar saky aur loss kam say kam ho saky
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X