Dear Forex members main aap sabko yah batana chahta hun ki agar insan apne maqsad mein Na kam ho jata hai to usko apne maksad ko chhodana nahin chahie Bal ke usko apni na kami ke liye ye le nahin karna chahie aur dekhna chahie ki ki galti hone ki vajah se usko na kami hui hai agar apni galti ko read karega aur apni galti upar focus karega to next time hua success full person Ban sakta hai forex business bhi ISI tarah hai agar ismein insan fail ho jata hai to usko chahie ki vah next time ke liye hard work Karen hard work karne ke bad apni e mistakes ko check Kare ke aaya usne kaun se mistake uski hain aur kin vajah se use pareshani ka samna aur na kami ka samna karna pada hai agar yahi sab kam samay baat karna start kar de to inshallah main hope se kahta Hun ki tamam mein bus bahut achcha fayda hasil kar sakenge aur unhen kabhi bhi loss nahin hoga thank you
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим