greed se bacho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    well insaan is kaam main jitna greedy hoga utna hee ska loss hoga jitnaa bina soche lagae ga wo sb loss hoga tou forex trading main waqae patience aqal samjh aur dimagh ka istamaal karna bohot zarori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Yes dear forex men greed sy bacho aur hamesha patience sy kam karo otherwise wise failure is your future, q k greed bohat buri cheez hy, agr apnis men par gye to ye apnko bra loss dy gi, lehaza behter ye hy k apna 1 target set karo us k bad usy daily basis py achieve krny ki try kro, aur agr market favor men nahi hg to entry mat lo, warna bhaari nuqsan uthana par skta hy.
      • #33 Collapse

        yes dear ap ki baat sahi hai jo b trader just greed k sath earning krna chahta ho yeh just us ki khush fehmi ho sakti hai is k sath yeh k forex trading krte ho patience ka sath na chorein or sabar k sath market watch krein
        • #34 Collapse

          When I started trading, I do not think the vertex . I had another vision. And now I have revived it and realize that it was only right for me
          • #35 Collapse

            hamy greed sa bachna cheya ku k jo cheza hamy nakami dyti ha wo ya hi ha is liya hamy greed ni karna cheya jo k hamry liya noqsan ha jo insan greed k bagr trding karta ha wo kabi bi nakam ni hota is liya hamy wo kam karna cheya jo siraf hamy kamyabi da tak hamra noqsan ni ho
            • #36 Collapse

              my dear friend forex mai ap ka sb se bara dushman greed hai is lye ap ko chahiye k greed se khud b bachain or dosre traders ko b advice den ta k loss se bacha ja ske
              • #37 Collapse

                G forex trading mein sab se ziada loss greed ki waja se hi hota hy kiok greed se hum aur ziada k lalach mein aa kar trade open karty han aur wo trade greed ki waja se loss mein chali jati hy aur is mein profit k sath account bhi wash ho sakta hy is liye forex trading mein greed se bach kar trading karni cahaiye
                • #38 Collapse

                  G forex trading mein hum ko greed se bachna cahaiye greed se bach kar hum forex trading mein profit aur kaamzaab trader ban sakty han aur greed se hum forex trading ki learning aur knowledge hasil kar k bach sakty han aur trading mein sabar se kaam Len kar kar greed se bach sakty han
                  • #39 Collapse

                    forex trading mien apko chhaiye ke ap is mien greed se bachen aur is business mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mien ap agar panic honge to apko is mien just loss hi hoga.
                    • #40 Collapse

                      yes ap nay bilkul theek kaha k greed say bacho forex bauhut big business hay is main barray say barra expert bhi jub greed krta hay to apnay account say ath dho baithta hay greed bayhut barri laanat hay is nay kisi k sath bhi acha nai kia hamaisha sab ka lose he kia hay .
                      • #41 Collapse

                        Forex trading business mein greed se bach kar aur sabar se trading karni cahaiye kiok agr ap sabar se trading nhi kartay aur jald bazi kartay han tu ap se mistake bhi ho sakti hy js se ap ko loss bhi ho sakta hy aur ap ka account wash ho sakta hy is liye sabar se trading karain aur profit earn karain
                        • #42 Collapse

                          G han ap ki bat biljul theek hay is may koi shak nai hay k hum jis kaam may bhi zara bhi greed karty hay hunay loss hi hita hay is kuay humay cahiay k hum zara bhi lalach na kary aur sabar se kaam lay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Ik bahut hi mashoor qaul hai ke 'Greed is Curse'. Ksi ne bilkul theek kaha hai, lalach insan ko tabah o barbad kr deti hai. Wo chahay ksi business main ho ya life ke ksi doosray muhamilay main ho. So, es cheez se na sirf bachna chaiay balkeh doosro ko bi es ki talqeen karni chahiay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X