Agar to account balance ziada ho to ham achay profit kay liay long tern trading kartay hain aor tak profit bhi bohat oper use kartay hain buy ki soorat main aor sell ki soorat main bohat nechay use kia jata hay aor es taran bohat say traders acha khasa profit earn kar laitay hain maira ap say sawal hay k kia ham small account balance yehni 15$ ya es say kam pay bhi long term use kar saktay hain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим