forex bht risky business hai so hume greedy nahi huna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han ap ny bilkul thk kaaha haa forex bht zyda risky buisnis haa is may pta bh nhi chlta or bht zyada loss hoo jata ha is lie humy is may lalach nhi krni cahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes hamain forex trading main sb koch dekh kr krna chahiyr forex trading aik risky business hai lekin itna b nahi hai k hum is main win na ho sakain jis k pass epxperience hai us k liye ye kaam risky nahi hota hai or is kaam main greed bilkul nahi krni chahiye kiyon k hr kaam main lose honay ki waja greed hi hoti hai
      • #18 Collapse

        dear forex aik bohat acha business hai greedy forex nahi hai bulke ham greedy hai or ya hi main waja hai jis ki waja se forex mai loss hota hai aghar ap hame upar control kar le to ap ka account save rahe ga or ap tension free trading kar sako ge .........
        • #19 Collapse

          g han forex risky b hay or profitabel business b hay es me greed karny waly trading hamesha apni investment b loss kar lety hey es me bahot hi soch samaj kar trading karni chaye
          • #20 Collapse

            g han bhai jan aap theke keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading business men kam krny ky liy is business ky rules ka pta hona boht zarori hy aik rule ye hy ky is men greed sy avoid krna boht zarori hy jub tk aap greed sy avoid nahi kren gy forex men success hasil nahi kr sakty
            • #21 Collapse

              forex ki trading aik aisa business hai jis say hum ghar bethay bohat sari income earn kar sakty hain jis kay pas knowldge and experience hota hai unkay liye trading risky ni hoti is lye first learn then earn.
              • #22 Collapse

                baat ye hay kay maine jab new trading seekhi thi maine uss time mei gold mei trading shru ki thai maine kuch din kamaya phr gold ki samaj he nahe arahi thi socho kuch ho kuch jata bohat loss keya esliye chorr diya gold
                • #23 Collapse

                  as you know very well that in the world there is very famous quote that greed is curse. the greed will leads you to loss and loosing. so that while making trades you shoul avoid greed and emotions and stay patient.
                  • #24 Collapse

                    Forex main lalch na ho tu behter heay forex trading main lalch ka matlb khud ko loss karna or Forex business risky business heay her business main risk hota heay us tarha forex main be risk hey or hamesha rahy ga.
                    • #25 Collapse

                      Is main koi shak nahi hy keh forex aik risky business hy aur is main agar careless ho kar kam karain gey ya over trading karain gey to loss honey ka kafi khatra ho jaye ga. Is risky business main greed krna buhat dangerous ho sakta hy. Patience sey kam lain aur jitna profit asani sey hasil ho raha ho us ko accept kr lena chaheye.
                      • #26 Collapse

                        yeh business such me he ek risky business ban chuka hai ya pher is business me is kadar tezi a gae hai k hum kafi zyada or achi tareekay say earning ka soch rahay hain me samjhta hun k hum nay zyada behter tareeka apna kar chalna howa kartay hain tab he ja kar humaray liye acha kam chal sakta hai.
                        • #27 Collapse

                          Gee mery bhai ap ki baat durast hai k forex market bohat zada risky business hai es business mai greedy nahi krna chaheay kyu k greedy work krnay say hum forex market mai earning nahi kr sakty.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            yes forex aik bohat hi risky business hai is main agar aap ko kam profit bhi milta hai to aap us pe hi qanaat kare ziada k laalch main kam bhi naa khoe lekin forex ko seekhte rahe aor apna capital increase karte rahe to phir aap bhi bare profit lene k qail ban jaao ge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X