Assalamu alaikum dear Forex number umeed karta hun aap sab khairiyat se honge main aapse yah kahana chahta Hun Ki Pakistan Forex forum mein Ham jitni mehnat karenge utna acha reward hamen milega hamen chahie kya Ham forum per mehnat ke sath kam Karen Dil lagakar kam Karen apna roj ka target complete Karen Ham jitni jyada mehnat karenge utna hi achcha result hamen milega hamen chahie ki Ham jyada se jyada tha learning Karen apna knowledge increase Karen aur hardworking Karen tab hi hum success ho payenge.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим