huge loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    huge loss
    hi brothers how are you my fellow forex traders,i want to seek for your opinions on this topic above,is it advisable for someone to quit forex trading after the person have encountered two to three major losses in forex.I am asking this because of a friend that want to quit forex just because he has lost so much than he has gained in forex trading business????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jaan is busienss main hamain profit k sath sath loss ka bhe bohat he high chance hota hai and jab hum is main learning karain gy and knowledge and experience collect kar k he is business ko start karain gy to hamara loss ka chance bohat he kam ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Dear brother loss sub ko hot hai but kuch trader handle kar patay hai our kuch nahi our who loss hi loss kartay hai is liyeh agar learning karo gay our information lay kar market my enter ho gay tu must success ho gay
      • #4 Collapse

        My dear friends forex trading market main jab aksar log forex main bada loss karte hain to wo forex ko chor dete hain. but mere khayal main aisa nai karna chahiye. forex traders ko agar loss ho jae to is ko recover karne ki koshish karni chahiye.
        • #5 Collapse

          dear forex ko join karty time ye knowledge hona chaye k forex me agar hum huge earning kar sakty hey to huge loss b ho sakta hay forex ko me risk to hota hi hay
          • #6 Collapse

            forex trading ka aisa business hai ke jis mien agar ap khoob mehnat karte hian to apko is mien kamiyabi mil jaayegi aur is mein agar ap money management ke sath nahi work akrte to apko is mien huge loss hosakta hai.
            • #7 Collapse

              han dear is buiness mein huge loss bhi ho jata hai ye aik good buiness hai lekin kafi mehnat sy kia jata hai ye aik real buiness hai is ko koi bhi kr skata hai ye aik acha buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain
              • #8 Collapse

                Forex main jab app zeada hard work karean gy our apni lot loss ko mainly control karean gy to app ko loss kum ho ga koin k ye aik risky business hy jes main ache earning hote hy
                • #9 Collapse

                  my dear aisa ho sakta hai k kisi ko forex mein us ki bardash se ziada loss ho to woh trading leave kr dey is liye har trader ko utna hi forex mein invest krna chaiye k jis loss ko woh bardash kr sakey but ab pak forex forum ki madad se jis ko huge loss b hoa hai to trading kr sakta hai
                  • #10 Collapse

                    jee brother ager aap ko ya aap ka ka friend ko koi nuqsaan ponch gia ha tu aap iss ko yeh maqsad nai k aap forex main kaam kerna hy chor dain iss ka maray opinion main hal yeh ha k aap loog aapny gultiu aur aapnay greed per control keran ......
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Aslam o alikum janab mere khayal mere khayal me huge loss un traders ko hota hai jo without knowledge aur experience ke real par trading ko start kar dete hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X