Mistakes are the part of learning process

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes are the part of learning process
    If you are a traders and doing forex trading, then it is necessary to make mistakes, because it is the part of learning process. But you are continuously making these mistakes, then it means that you are not learning from this and you are not making any progress in this regard. Please correct your mistakes and dont waste your time.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes my dear mistake humari learning ka hissa hain hum apni ghalti se hi sikhte hain koi bhi perfect nahi hota practice k baad hi perfect bana jata hai so ghaltiyun se darna nbahi chahiye balke sikhna chahiye.
    • #3 Collapse

      every persons makes in his life,so do with care and earns from this risky market.do with care of mind and attentive mind do more and earn more to this market.do with sense of mind,and enjoys to this market.do with care of mind.
      • #4 Collapse

        G janab forex mai ap ko mistakes kam krna chahyay halanky mistakes sy ap ko bth had tal faida ho skta hy or ap ko kuch seekhny ko milta hy butt forex mai yay chexy ap ky liyay important hy.
        • #5 Collapse

          my dear friend forex trading k real account main mistake ka to naam hi bhol jao na forex trading main mistke to bilkul b nahi karni chahiye
           
          • #6 Collapse

            han dear yeh b sai hai hmy chahiyeh mehnatvkry zaida sy zaida tub e kanyab ho skty hain mistake bht zarori hain un k bina nhi hum kabi nhi sikh sktybhai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain ir dorex best kaam hai
            • #7 Collapse

              ye tu possible nahi hy ke ap kabi mistake na kary leken achy traders hamesha apni ghaltio se sekhty hy kuch esy members be hoty hy jin o loss hota hy aur wo trading ko chor dety hy but ye ghalt hy ap ko trading karty rehna chahey aur koshih karni chahey ke esi koi ghalti na kary jis se ap ko loss ho..
              • #8 Collapse

                humen mistake karne ke baad tension ni leni chaye but learn from those mistakes
                • #9 Collapse

                  je main ap ke bat se agre karta hon .kah jab bhe ham log trading karte hain to ham se kafi mustake hote hain .agar ham un maistak pe umal karen to hamin bohat zyada faida bhe ho ga or ham log dobara wo mistak bhe nahe karen ge .as lae ji mistak ham se hote hain wo hamare profit ka sabab bante hain.kunkah ham log wo dobara mistak nahe karte or wo mistak hamare maind main hte hain.
                  • #10 Collapse

                    han g bhai main apki baat say agree karta hun k kisi bhi part main mistakes zaroori hoti hain apki learning k liye apko cahhey k ap apni mistakes say seekhain or inki waja talash karian or aik achy trader banain
                    • #11 Collapse

                      jee han ap ki bat correct hay aur main ap se agree hoon k mistakes learning process ka hisa hain aur jo koi b trading kerta hay us se mistakes to ho jati hain but i think traders ko ye mistakes repeate ni kerni chahien belke future main in milstakes se avoid kerna chahie jin ki wjah se loss howa ho.
                      • #12 Collapse

                        my dear friends my dear brother main apko bata deta hon k forex trading k real account main mistake ka to sawal hi paida nahi hota na agr apne mistake ki to apka bohot ziyada loss ho sakta hai
                         
                        • #13 Collapse

                          bilkul ap ne theek kha k insan apni mistakes s hi sikhta hy or mistake insan sikhty hoy krty agr ap giro gy ni to ap ko pta kesy chaly ga k gir kr uthty ksy hy is liy mistake s sikhny ki try kry
                          • #14 Collapse

                            Forex trading main learning k doran agar aap mistake kar rahay hain to koi baat nai agar aap real main mistake karte ho to phir aap ko boht mushkul hoti hay isi liye to kehtay hain forex ko pehlay demo par bar bar try karen take aap forex ko achi tarha samjh saken or jab aap real work karen to aap say mistake na ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              learning me mistakes hoti he hain is lye ham ko demo account se he shuruwat karni chahiye agar direct real account per he kaam karen ge to bohat nuqsaan uthana pare ga is lye demo account se he ham ko is business me start lena chahiye .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X