Kia un-educated people bhi is business ko enjoy kar saktey hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bilkul kr sktay hai Q k forex market mai trading krnay k liye kisi trha ki high qualified degree required nhi hoti or na hi kisi trha ki limited investment required hoti hai.Forex trading 1 art hai or is art mai kamyab honay k liye trading say related proper knowledge or experience ki zroorat hoti hai or inhi ki base pay trader kamyab ho skta hai.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g bhai forex trading mien koi aisi problem nahi bs apko marklet se related information seekhni hogi aur is mien market ki movement ko apko seekhna hoga.
      • #18 Collapse

        bilkul kr skty hain bus yeh hai k tori bht english perna or smjna ani zarori hai bcz sari news forex ki english mai hoti hain tu osy smjna zarori hai or forex acha kaam hai lekin jitna zaida study ki hu gi ap ka hi faida hai hmy chahiyeh kisi k sth share krny sy behtr banda khud e trading kry or sikhy
        • #19 Collapse

          forex ke business me uneducated kabhi bhi tarakki nahi kar sakte kiun ke un ko is business ko understand karne me bohat mushkilaat ka samna hota hai agar aap thore bohat parhe likhe hon ge or knowledge ho gi seekhne or samajhne ki to he aap kamyabi hasil kar saken ge is me .
          • #20 Collapse

            Yes why not, uneducated people bhi is business ko usi tarah enjoy kar saktey hain jis tarah educated people is business ko enjoy kar saktey hain. yeh aik risky business hy aur is main kamyabi key leye trading skills ki khas zaroorat hoti hy. Jo koi trading skills ko seekh jata hy, woh is business main kamyab ho jata hy.
            • #21 Collapse

              g han bilkul jes tarha educated log forex me achi learning kar k trading kar sakty hey uneducated log b agar mehnat kar lety hey to un k b chances zeyda hoty hey es business me kamyab hony me.
              • #22 Collapse

                Jo bilkul bhe un educated hain wo log uss business ko nahe kr sagty hain koin k us k leay bohat study kerna parti hain pher ja k kahaen khuch hasil hota hy our hum us main successful trader banty hain
                • #23 Collapse

                  mery khayal se tou un educated people ko is kam mein apnny paisey khud se akeley invest nhi krny chayein balky in ko chayein k kixxi aur k sath share r dey and un k zarye kama ley is kaam se
                   
                  • #24 Collapse

                    forex trading ko koi bhi kar sakta hai iss business ko karny ky liye aap ko zeada adication ki bhi zarorat nahi hai aap ko zeada parha likha ho bhi zarori nahi hai aap iss kaam ko learn kar ky iss main kaam kar sakty ho
                    • #25 Collapse

                      g han forex trading ek business mien apko chahiye ke ap is mien agar kamiyab hona chahte hian to just forex related information haasil karen to ap phir is business mien zaroor kamiyab honge.
                      • #26 Collapse

                        Uneducated people apni investment Karke is enjoy kar sakte ho Itni achi earning bhi kar sakte hain Kyun Kiya uneducated ko Samajh Kar kaam karna hota hai Agar wo Samajh Kar kaam nahi kar sakte kick 2 PC expert traders Uske signal by Ghar Ke Mujhse trading kar sakte hain aur achi earning kar sakte hain.
                        • #27 Collapse

                          dear ye bhe possible hai ke koie nu-educated person ager trading ka shok rakhta ho tu wo kise professional trader ko apne investment dy kr kuch profit har month earn kr sakta hai or ye 2no ke liye ek best way ho ga trader ke liye bhe or os person ke liye bhe jo forex ka shok rakhte ho
                          • #28 Collapse

                            yar jo bhai un educated han agr wo is trading ko samjh lan or kesi acha sincerely person sa trading tech kr lan to bhai wo kar skta ha trading .otherwise bhai is market ma to sara kam english wording ma zada ha .un educated person try ya kra ka is market sa dor raha .apna pasa is ma dal kar waste na kra or jo kam usa ata ha wo wohe kara bs is ka lia education must ha .
                            • #29 Collapse

                              g hann maine bht say uneducated bndo ko dekha hay jinho main forex main akaar kafi taraqi ke hay - mere khyal main yeh bht zda profitable business hoga aur her koi sekhna chahye ga - bht say log ic c loss krne k baad preshaan bhi hain - lakin joo ek dafa sekh lay uc k liye koi badi chz nai albta profit aur loss forex ka hisaa hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex ka business aisa business hai jis main un educated log b trade kr skty hain is main traders ko sirf market ko daikhna chaye or kam ko seekh kr trade krna chaye
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X