Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy
    Pakistan Forex forum mein Bina lalach ke aur fresh mind hokar kam karna hi kamyabi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

    yes friend, forex ma active aur mentaly present ho kar kam karna chaiya ta k hm is par thek trah focus kar sakain, market aur pair ki moment ko samjhain ta k profitable trading karain, lalch ma aa kar overtrading ki koshish na karain warna hmain nuksan ho ga
    Last edited by ; 28-07-2020, 02:45 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

      Yes but ap ka thread bhot short hai. Forex forum ma asy short thread karny sy faida kam or nuksan zayada hota hai. Forex trading ma ham totally forum k work sy hasil shuda bonus par depend kartyn hain. Forex ma acha bonus ho ga to acha trade karny ka mokah mele ga. Forex ma short cut sy aj tak na to kio kamyab howa hai or na he andia kio kamyab ho sakta hai. Forex forum ma standard work ko prefer karyn. Acha bonus ni mela to again and agin try karty rahyn. Forex trading ma bar bar attempt karny wala he kamyab hota hai.
      Last edited by ; 28-07-2020, 02:46 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

        Yea ager hum forex main honesty say working karain gay to he achy results lay sakain gay. Lalachi ban kar forex main learning and knowledge nai seekha ja sakta or na he management and planning ki ja sakti hay. Jo bhi forex main lalchi ban kar trading ki koshish karty hain woh hamesha loss main jaty hain. Sirf wuhi kamyab hoty hain jo bahimmat hon or lalach say bach kar forex main kam karain.
        Last edited by ; 28-07-2020, 02:48 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

          G bilkul jab fresh mind ho Kar kamm Karn chahie aur bilkul be lalach ka nahi sochna chahie because lalach bori bulah hai aur lalach Karn sa kuch nahi hota
          • #6 Collapse

            Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

            G Han dear agar ham lalach karty Hy to ham ko is me acha Kam karna chaiye taky ham is me acha Kam Kar skay ham ko is me agha Kam karny kalye ham ko mhenat karni part gy
            • #7 Collapse

              Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

              Forex min hamin koi lesson ni milta keh usy ham yad Kar ky yahan par copy Kar din dusto hamin Jo bui likhna hota Hy wo apni taraf at likhna hota Hy or bhi galat no hona chahy bilkul thk hina chahy hamin q k yeh Kam apni tarf sy karna hota tu hamin Dil min yeh bat mi rakhni chahy keh Hy tu apny taraf sy Kam jaosa Dil karta hay likho or jaldi Kam khatam karo tu is tarah ay hamara mind is Kam KY ly bilkul fresh hona chahy tan hi ham kahin a ky kamyab ho sakty hain or ik best trader ban sakin gay
              • #8 Collapse

                Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

                ji han bilkul aap Ki baat theek hai fresh mind hokar aur active mind hokar Forex Mein kam karna hi acchi aur samajhdar hi ka kam hai hai lalach Ko ignore karke kam Karenge tabhi Forex Mein kamyabi Hasil kar Payenge Jo log lalach ko avoid karte hain vah Forex Mein Kamyab Hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

                  JEE main aapki baat se agre karta hun bagair Lalch kay fresh mind ho kar Hi Kam karna chahie Agar Ham fresh mimd ho kar kam Karenge To Ham Hamari learning bahut acchi ho jayegi aur Agar Ham Kisi bhi pareshani ya tension mein learning karne ki koshish Karenge To Ham Kisi bhi chiz ko sahi se Sikh Nahin Payenge isliye main aapse request karunga kay aapko chahie ki aap acche se trading karn aur learning Karen trading karne se pahle learning Ka Hona bahut jyada jaruri hai forex trading main jitni jyada AP learning karain Kam hai islye jyada se Jyada learning karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

                    Assalamu alaikum friend ji han aapane bilkul theek suna hai
                    hamen freshminds se kam karna chahie lalach ko ignore
                    karna chahie lalach nahin karni chahie agar hamara mind
                    fresh hoga tabhi kam achcha hoga aur agar hamara mind
                    fresh nahin hoga to hamara kam theek tarah se nahin ho
                    sakega isliye hamen fresh Mind k sath kam karna chahie
                    mehnat ke sath karna chahie har kam mehnat se hota hai
                    agar Ham freshmind ke sath kam karenge tabhi Ham
                    kamyab honge isliye hmain active hokar freshmind
                    ke sath kam karna chahie mehnat ke sath kam karna chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahidiqball پيغام ديکھيے
                      Pakistan Forex forum mein Bina lalach ke aur fresh mind hokar kam karna hi kamyabi hai
                      Hamesha Kam kartay waqt apny mind ko fresh rakha karen jab apka mind fresh nahe hota to tab ap kam bhe acha nahe Kar skty agar ap kam acha karna chahtey hain aur chahty hain kay hamen acha bonus hasil ho to ap hamesha fresh mind kay sath kam Karen phr apko bonus automatically acha mil jata hai...
                      • #12 Collapse

                        Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

                        fresh mind se kam krein gein knowledge len k kam krein gein tabi tu hum kameyab be ho sakte hein kameyabi is mn hume tension se nai milti ha is mn hum sabro tamal ur sakoon k sath work krein geintab hi tu hum kameyab be ho sakte hein demo account mn hume sahi kam krna hota ha demo account is mn hamra teacher hota ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

                          is business mein bahut ziyada lalach nahi krna hai wrna ap ko bahut ziyada loss ho skta hai is ko fersh zehn se krein aur jaldbazi na krein ta k ap ziyada loss na ho ye aik pori dunya mein join kia ja raha hai aur is ko students bhi kr sakt hain aur learn kr k kia jata hai aur kisi time bhi kia ja sakta hai ye sb k liye hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Fresh mind ho kar our lalach ko ignore Karke kam karna hi kamyabi hy

                            yes friend, forex ma active aur mentaly gift ho kar kam karna chaiya ta k hm is par thek trah awareness kar sakain, marketplace aur pair ki moment ko samjhain ta okay profitable trading karain, lalch ma aa kar overtrading ki koshish na karain warna hmain nuksan ho ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X