NZD/USD ka pair aaj kal market mein bohat dynamic aur volatile nazar aata hai. Pichlay chand sessions mein price ne aik defined range ke andar oscillate kiya hai, jahan key support 0.6300 ke qareeb nazar aata hai aur resistance 0.6600 ke aas-paas...
Aaj forex market mein bohot zyada volatility dekhne ko mil sakti hai kyun ke kuch high-impact news aane wali hai. Yeh news mukhtalif currencies ke liye hai, aur is mein kuch low aur medium-impact news bhi shamil hai. Traders ko yeh baat yaad rakhni...
USD/CAD currency pair ne chouthay musalsal trading din ke liye kami dekhi, jo ke Thursday ki Asian trading session mein 1.4260 ke aas paas hai. Yeh girawat asal mein kamzor hotay huay US dollar ki wajah se hai, jo ke US Treasury yields ke ghatne ki...
EUR/USD currency pair ka agar D1 period chart dekha jaye to iss hafte price dheemi raftaar se neeche ja rahi hai. Pichle hafte ke aaghaz mein price ne upward move kiya tha, magar week ke doosray hissay mein dheere dheere girne lagi. Daily chart ko...
GBPUSD ka market is waqt 1.2909 ke level par pohanch gaya hai, jo ke ek aham sarhad hai. Ye level yeh tay karne mein madadgar hai ke kya yeh jo jorha hai, neeche ki taraf jaari rahega ya phir yahan par support mil jayegi aur reversal ka mauqa...