emotions se kese bachen ???? - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

emotions se kese bachen ????

26-04-2016, 08:53 PM

asslam o alikum my all freind g han bro agar hum ko trading ka duran emotion sa bachna ha tu huma bs trading ka bary ma bs sochna ha kyon ka jab hum trading ka bary ma sochthy han tu hum sirf trade karty han
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    26-04-2016, 08:54 PM

    Yes jab hum forex me trading karty han to humen apne emotions pe control karna chaye kyon k jab tak hum apne emotion pe control nahe karen gy hum destroy ho skhty han is lye greed se beh bacho or emotion se bhe bacho
  • 26-04-2016, 09:18 PM

    Rehano

    Rehano

    جونیئر ممبر

    dear forex mai ap ko emotions ki koi zarort nhn hotii ap jaise k jante hain forex aik acha business hy aur business hamesha mind se kiya jata hy es liye ap smjh k aur seekh k kam karo warna ap ko kch b hasil nhn hone wala...
  • 09-12-2016, 11:45 PM

    gee bhai emotions ko to hm ne khod he control mein rkhna hota he aur hmein chahe keh hm apne trading mein sahih trading krein aur apne trading mein sahih planing aur shaih mind se kam krein aur apne trading mein mistakes na krein
  • 14-12-2016, 09:36 PM

    forex trading mien apko chahiye ke ap is mien proper tareeqe se trading karen aur is mein ap apne rmotions ko control karne ke liye taregts bana kar trading karen.
  • 19-05-2017, 04:49 PM

    gee bhai emotions ko to hm ne khod control krna he aur hm apne trading mein fresh mind ho kr kam krein aur hm apne forex trading ke doran ghlt chezon ka istemal na krein jaise greed emotion jldbaze in chezon se avoid krein aur apne trading mein tasle se kam krein phr hmein apne trading faida dete he
  • X