forex main humain hosla ni harna chahiy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main humain hosla ni harna chahiy
    aslam o alaikkum dosto jab hum forex ki bat karty hain to yeh bat lazmi zahen main rakhni chahiy k is kam main ap ko hoslay blund rakhny chahiy himat ni harni chahiy profit or loss buniness ka hisa hoty hain lehaza loss ki sorat main humain himat ni harni chahiy bulkay is say sabak hasil karna chahiy apni ghalti tlash krni chahiy takeh ap next time yeh ghalti dobara na krain q k ksi bhi kam main nuksan ksi na kisi ghalti ki waja say hota hai bilawaja nuksan ni hota lehaza agar ap ko kahin loss hua bhi hai to hosla na harin bulkay apni mistake check krin or mehnat krin demo experience lay ln or kamyab trader bnin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

    Forex market mai hum ko kabi bhi hosla nai harna chaye kun k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai kai dafa loss bardast karna hota hai aus k baad hum ais market mai kamyab hoty hai jab hum ais market mai mehnat karty hai ais market mai hum ko time lagana hota hai aus k baad hum ais market mai kamyab hoty hai ap agr ais market mai time lagty hai to ap ko ais market mai faida tab hota hai jab ap ais market mai acha kaam karty hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad ap ko kamyabi milti hai.
    • #3 Collapse

      Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

      G forex mai kam karty hue hume loss b hta ha or hume is loss se himmat nhe harni balke hosle se kam krna ha or zeada mehnat kr k agy bharna ha
      • #4 Collapse

        Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

        اگرچہ مالی مارکیٹس میں ٹریڈنگ میں بہت زیادہ خطرہ ہوتا ہے، پھر بھی یہ اس شرط پر اضافی کمائی بناتی ہے اگر آپ صحیح حکمتِ عملی اختیار کریں۔ ایک قابلِ اعتماد بروکر جیسا کہ انسٹا فاریکس، کا انتخاب کر کے آپ بین الاقوامی مالی مارکیٹس تک رسائی حاصل کر سکتے ہیں اور مالی آزادی کی طرف اپنے راستے ہموار کریں۔ آپ یہاں سائن اپ کر سکتے ہیں۔
        • #5 Collapse

          Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

          ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai main aapki is Baat se agri Karta Hun Ki aapane Ek Achcha Sawal kiya hai ki Forex Mein Hamen Hosla nahi harna chahie bricks for Kidz mein humko kabhi bhi Hosla nahi harna chahie Hamen chahie ki Hamen usmein majbut banana chahie aur active hokar Rahana chahie aur Hamara kam bhi achcha Hona chahie tabhi Hamen ismein Achcha bonus mil sakta hai aur acche bonus ki vajah se Ham FIR acche se Pyar parchi trade kar sakte hain aur ham use per Mein Achcha pura phir bhi hasal kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

            walaikum salam ji dost aapane bilkul theek kaha duniya ka koi bhi business Ho usmein Nafa aur nuksan hota rahata hai aur Forex Bhi ek aisa business hai jis Par kabhi Nafa hota hai to kabhi nuksan hota hai lekin nuksan ki vajah Se kabhi Bhi hosla nahin karna chahie aur apni mehnat ko jari rakhna chahie aur apne mistakes ko improve karke apne nuksan Ko recover karne ki koshish karne chahie FIR aapko Forex se kamyabi aur earning Hasil hogi.
            • #7 Collapse

              Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

              Han ji bilkul theek hain park for Mein Hamen hotstar nahin aana chahie house Har Jaenge to Forex Mein Kabhi Kam Nahin Ho Payenge Hamesha Himmat aur confidence ke sath kam Karenge le rahe Insan Kamyab hota hai isliye Hamen Koshish Karna chahie Kyon Forex Mein Hamesha Himmat aur uske sath kam Karen tabhi Kamyab Honge Jab forest Mein Sabar Karenge aur imandari aur mehnat ke sath kam Karenge
              • #8 Collapse

                Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

                Assalamu Alaikum dear Forex member ummid hai aap sab hi acche Honge aaj ka Hamara topic Forex Mein Hamen kabhi bhi Hosla Nahin Harna chahie Agar Ham Chahte Hain Hamen kamyabi Mile To Ham mehnat ke sath is per kam Karte Rahen Agar Hamen loss ho bhi Jata Hai To Pareshan na hun balkeh Jyada mehnat Karen is Surat Mein Ham Kamyab ho sakte hain Agar Ham Pareshan Ho Jaate Hain aur hausla Har Jaate Hain Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

                  Dear pak forex member Main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge yahi vajah hai agar hamen loss ho jata Hai to hamen ghabrana nahin chahie balkeshwar ke sath apne kam Ko jal rakhna chahie is tarah Ham acche tarike se kam karke jarur achha profit hasil karenge aur kamyab ho jaenge
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

                    dear friend ji han forex m hamin hosala nh harna chaye q k forex m agr hamin loss ho b jata hy hamy pareshan nh hona chaye balk hemat r hosaly r mehant sy km kr k h kamyabi hasil kr skty hn hamy chaye k hamy kbhi b jo km jldi krty hn is hm kabhi b koi faida hasil nh kr skty is ley hamy chaye k hosily k saty kren tky is sy market ko b faida hasil ho or ham b acha faida hasil kr sken
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

                      Forex mein hamen kabhi bhi hosla nahin aana chahie apni himmat nahin aani chahie balke loss aane ke bad hamen fir se kam karna chahie kabhi Na kabhi to profit jarur milega bus Forex mein kabhi bhi himmat na hare Hi agar Ham apne mat har jaenge to Ham is kam mein kabhi kamyab nahin ho sakte kyunki yah ek aisa kam hai jismein aapko kuchh time na kami milegi lekin aap ko kamyabi jarur milegi
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main humain hosla ni harna chahiy

                        Assalam o alikum hello forex traders hope you are doing well today I want to talk about forex trading m hamain himat nhi harni cabaye q k business ka asool hain k us m loss b ho skta hy or profit b to agr loss ho ajaye to dil nhi harna cahye mehnat krti rehni cahye mehnat sy sb kuch thk ho jayega agr ap mehanat krty hain to apki haar b jeet m bada jayegi isy lye bs mehnat Karain or kamyab hon umeed hy apko meri baat pasand Ayi hogi thank you so much Allah hafiz
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Forex: Humain Hosla Nahi Harna Chahiye

                          1. Forex Kya Hai?


                          Forex, yaani foreign exchange, duniya ka sab se bara financial market hai. Is mein currencies ka tabadla hota hai, aur yeh 24 ghante, haftay ke 5 din chalta hai. Forex trading ka maqsad currencies ki value ko samajhna aur munafa kamaana hai.
                          2. Forex Ki Ahmiyat


                          Forex ki ahmiyat is liye hai kyunke yeh global economy ka ek hissa hai. Har mulk ki currency ka ek doosre se taluq hota hai, aur is market ke zariye mulkon ki economic health ka andaza lagaya ja sakta hai.
                          3. Forex Trading Ke Fayde


                          Forex trading ke kai fayde hain. Pehla, yeh 24/5 trading ka mauqa deta hai. Doosra, traders ko leverage ka istemal karne ki sahulat milti hai, jisse unki earning potential barh jata hai.
                          4. Trading Ka Ameer Kaise Bane?


                          Forex trading mein ameer hone ke liye sab se pehle aapko market ki samajh honi chahiye. Analysis techniques jese fundamental aur technical analysis seekhna zaroori hai.
                          5. Risk Management Ka Ahemiyat


                          Risk management forex trading ka ek ahem hissa hai. Har trade ke saath kuch risk hota hai, is liye zaroori hai ke aap apni risk tolerance ko samjhein aur accordingly trading karein.
                          6. Trading Strategy Banane Ka Tareeqa


                          Har trader ko apni trading strategy tayar karni chahiye. Yeh strategy aapki personality, market conditions, aur risk appetite ke mutabiq honi chahiye.
                          7. Trading Psychology


                          Forex trading mein psychology ka bhi bohat bada kirdar hai. Emotionally balanced rehna zaroori hai, kyunki gham aur khushi ka asar trading decisions par padta hai.
                          8. Market Analysis Ki Taqreer


                          Market analysis karne ke liye aapko charts aur graphs ka istemal karna hoga. Is se aapko market trends aur price movements ko samajhne mein madad milti hai.
                          9. Fundamental Analysis


                          Fundamental analysis mein aapko economic indicators, news events, aur geopolitical developments par nazar rakhni chahiye. Yeh sab factors currency prices par asar daal sakte hain.
                          10. Technical Analysis


                          Technical analysis mein aapko past price movements aur volume ka jaiza lena hota hai. Is analysis ka maqsad price trends aur reversal points ko samajhna hota hai.
                          11. Demo Account Ka Istemal


                          Agar aap naye hain to demo account kholna bohat faida mand hoga. Is se aap bina kisi financial risk ke trading seekh sakte hain.
                          12. Trading Tools Aur Resources


                          Forex trading ke liye bohat se tools aur resources available hain. Trading platforms, charts, aur economic calendars aapki madad karte hain taake aap behtar decisions le sakein.
                          13. Continual Learning


                          Forex trading mein success ka raaz hamesha seekhna hai. Market ki trends aur new strategies ke bare mein seekhna zaroori hai, kyunki yeh industry kabhi nahi rukti.
                          14. Hosla Nahi Harna


                          Sab se zaroori baat yeh hai ke forex trading mein kabhi bhi hosla nahi harna chahiye. Har trader ko ups and downs ka samna karna padta hai. Agar aapne galti ki hai to usse seekhein aur agay barhein.
                          Conclusion


                          Forex trading ek challenging lekin rewarding activity hai. Is mein hosla, dedication, aur constant learning ki zaroorat hai. Aap agar in principles ko samjhein aur un par amal karein, to aap is field mein success hasil kar sakte hain. Har mushkil waqt ko ek nayi opportunity samjhein, aur kabhi bhi hosla na harain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X