Forex Trading kartay waqat jab koi TRADE lain Dil Bohat Ghabrata hey ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading kartay waqat jab koi TRADE lain Dil Bohat Ghabrata hey ?
    Hello Good morning Traders, :1f61e:
    i have a problem Mera forex trading may 8 months ka experience hey demo account bhi use kia hey kafi jab bhi may koi trade laganay lagta hun dil bohat ghabrata hey :1f613: or koi decision laitay waqat mind kahta hey bar bar soocho phir socho phir socho or jis ki wajah say hath say opportunity nikal jati hey, Kindly koi ais ka solution hey kaisay ye dar khatam ho ga mera or may bhi freely ho kar trade kar sakun ga mje kindly ais ka koi solution bataien please.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading kartay waqat jab koi TRADE lain Dil Bohat Ghabrata hey ?

    hamen hosla aur himmat ke sath reading karni chahie tab hamen kamyabi milati hai aur agar Ham hosla aur himmat kishor trading nahin karte Hain to hamen kamyabi bilkul bhi nahin sakti hai hamen hamesha hi hosla aur himmat ke sath reading karni hai tab Ham tum jab ho gaya aur agar Ham ko trading karenge to hamen kamyabi nahin hogi hamara nuksan ho jaega isliye hamen aisi creedon kabhi nahin karni chahie jiski vajah se hamara nuksan ho jaaye
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading kartay waqat jab koi TRADE lain Dil Bohat Ghabrata hey ?

      Best traders vahi hai jo market ko Samajh Kar trade open karta hai isliye aapko kabhi bhi Khabar Aana Nahin chahie trading karte waqt badal gaya aapko for market Kare lete Jyada experience Hasil karna chahie Kyunki Jitna Jyada aap experience Aasan karte hain utani hi aapko trading Kiya related information Hasil hoti hai aur information ki buniyad per aap Kisi bhi Business mein Teji se kamyabi Hasil kar sakte hain aur aur Se Achcha prabhavit Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading kartay waqat jab koi TRADE lain Dil Bohat Ghabrata hey ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Police007 پيغام ديکھيے
        Hello Good morning Traders, :1f61e:
        i have a problem Mera forex trading may 8 months ka experience hey demo account bhi use kia hey kafi jab bhi may koi trade laganay lagta hun dil bohat ghabrata hey :1f613: or koi decision laitay waqat mind kahta hey bar bar soocho phir socho phir socho or jis ki wajah say hath say opportunity nikal jati hey, Kindly koi ais ka solution hey kaisay ye dar khatam ho ga mera or may bhi freely ho kar trade kar sakun ga mje kindly ais ka koi solution bataien please.
        forex market mein jo trade bhi lagani Ho usse pahle aapko analysis kar leni chahie aur aapane self-confidence hona chahie tha ki aap is market Mein apne analysis per aasani se trade open kar sake Jo tradus market Mein mistake karta hai usko kabhi bhi kamyabi nahin milati aapko chahie ka office market Mein trade lagate waqt soch samajhkar analysis Karen aur jo acchi trade aapko Mile aap apne account per sirf vahi trade open Karen is tarah aap apne account per aasani se achcha profit bana sakte hain Jo tradus market Mein mistakes karte hain unko kabhi bhi kamyabi nahin milati aapko theek aap is market Mein planning ke sath kam karte rahen is tarah aap is market Mein kamyab Ho jaate Hain otherwise aap apna nuksan kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading kartay waqat jab koi TRADE lain Dil Bohat Ghabrata hey ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Police007 پيغام ديکھيے
          Hello Good morning Traders, :1f61e:
          i have a problem Mera forex trading may 8 months ka experience hey demo account bhi use kia hey kafi jab bhi may koi trade laganay lagta hun dil bohat ghabrata hey :1f613: or koi decision laitay waqat mind kahta hey bar bar soocho phir socho phir socho or jis ki wajah say hath say opportunity nikal jati hey, Kindly koi ais ka solution hey kaisay ye dar khatam ho ga mera or may bhi freely ho kar trade kar sakun ga mje kindly ais ka koi solution bataien please.


          Salam, haha Dil ghabrata ha q ky yh aik risk hai aik essa risq jis ma market ki value up down hoti ha Smj ky trade kren gy tu ghbrahat ni ho gi khud ehtamadi aye gi thanks.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading kartay waqat jab koi TRADE lain Dil Bohat Ghabrata hey ?

            Good Morning my Dear friend, Forex trading aik bhot risky business ha jis me ap ki jab tk learning strong nahi ho gi tab tk ap acha profit hasil nahi kar sakty abi ap ka experience km ha esy or zaida barhaen demo account ky uper practice karen us k sath sath interet se or es pak forum se knowledge hasil karen phir apko proper analysis karny ki zaroorat hoti ha koi bhi faisala jaldbazi me na karen to ap ka dill nahi ghabaray ga kiun ky abi ap new ho forex me ap ko acha experience or learning nhi ha es lye ap loss se darty ho or confusion me hoty ho es lye ap apni learning pe focus karen jald e kamyab hon jaen gy.
            "Dream bigger. Do bigger"
            (mahroosh)
            :1f607:


            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading kartay waqat jab koi TRADE lain Dil Bohat Ghabrata hey ?

              ASSALAM O ALIAKAUM, ji bilkul sahi Kaha Jab Ham trading karte Hain to hamara Dil bahut ghabrata Hai kyunki trading karna Koi aasan Kam nahin hota iske liye himmat ki Sabar ki zarurat hoti hai aur ismein vah log kamyab hote Hain Jo himmat ke sath aur Sabra ke sath kam karte Hain to hamen chahie ki Ham Forex mein ful himmat ke sath sawar ke sath kam Karen loss ko learn Karen loss se darne ki vajah loss ko accept Karen Jab Ham loss ko accept karenge tab hi Ham acchi aur successful trading kar sakenge aur acha profit Hasil kar sakenge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading kartay waqat jab koi TRADE lain Dil Bohat Ghabrata hey ?

                Trade open karne se pahle Hamen Kaun ko Achcha karna hoga Hamen market ke single mutabik Chalna Hoga Agar market analysis Karke ismein Kaun Nahin Karenge To Ham Kabhi Kam Nahin Ho Sakenge isliye Jo kaam kare wo market ke mutabik Karen Agar Ham market ke mutabik homework Nahin Karenge To Ham Kabhi Bhi prapt Nahin Hai Sarkar se Kahenge ismein Vahi log kam yah Bataye Jo kam Ko Dil Laga ke karte hain isliye Ham Bhi Dil Laga ke kam Karen work work

                اب آن لائن

                Working...
                X