Maine recently apna focus USD/CHF par H4 timeframe se H1 timeframe pe shift kiya, is umeed ke saath ke entry setup zyada clear ho jayega, lekin ab tak yeh puzzle solve nahi ho paya. Maine apni tawajjo growth cycle par di aur 0.8853 par ek local...
Hedging strategy ka maksad loss ko minimize karna hota hai by opening opposite trades.Ek simple hedging strategy ye hai ke agar aap ek buy position kholte hain aur market ulta jati hai, to aap ek sell position bhi open kar lein.Is strategy mein...
Aaj maine GBP/JPY ka technical analysis kiya hai. GBP/JPY is waqt minor resistance 194.73 aur support 192.61 ke darmiyan trade kar raha hai. Market price in resistance aur support levels ka bohot izzat karta hai, jiske baad price iss range ke andar...
Federal Reserve ki monetary policy US dollar ki performance ka ahem driver rahegi. Agar dovish policy signals milte hain, jaise ke interest rate hikes, toh yeh US dollar ko support kar sakta hai aur USD/CAD ko upar le ja sakta hai. Iske baraks, agar...
GBPAUD market ne ek clear bearish trend dikhaya hai, jismein sellers ne price movements par control maintain kiya hai. Current GBPAUD market ko dekh kar lagta hai ke yeh sellers ke favor mein hai, kyunki woh prices ko neeche push karte ja rahe hain....