Continues losses bad strategy ki alamat hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Continues losses bad strategy ki alamat hai?
    Dear Respected traders agar kesi ko continues losses ho rahe hai tho osko jan laina chaheye kay oski current jo be strategy hai wo kaam nahe kar rahe yani current strategy mukamal thor par faild hai osko chaheye kay new start say ik strategy banaye aor ik new tareeqay say trading mai dobara entry karay agar wo same strategy ko mazeed be apply karega tho buhot nuqsaan ka samna hoga lehaza time par nikal jana achi baath hogi
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

    yes dear, continue loses bad strategy k sath sath less experience ko b show karti hain, is liay hmain demo par trading ki practice karni chaiay aur kisi b strategy ko real ma apply karnay sa pehlay demo par test kar k uski validity ko check kar laaina chaiya, demo sa hmain acha trading experience b hasil hota ha jo profitable trade k liay zaruri ha
    Last edited by ; 22-07-2020, 03:14 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

      Yes 100% thek kaha ap nay, Forex men agar loss hota hay to sab say bari waja jo hay wo hay kamzor strategy agar ham best analyse karn kay best strategy bana len aor ham trade karen to mumkin hay ham best profit earn kar saken gy so hamen apna kam emandari sy karna ho ga jiska faida directly hamen ho he hona hay to hamesha quality work provide karen to bonus and profit best hon gy,.
      • #4 Collapse

        Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

        ji han dsot apne sahi kaha agar hamain lagatar loss hota hai to is ki wajha hamare kaam karne main kami hoti hai is lye hamain apne plan ko behtar karne ki zrorat hoti hai jab ap ka plan acha hoga to ap ko zror kamyabi hasil hogi.
        • #5 Collapse

          Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Dear Respected traders agar kesi ko continues losses ho rahe hai tho osko jan laina chaheye kay oski current jo be strategy hai wo kaam nahe kar rahe yani current strategy mukamal thor par faild hai osko chaheye kay new start say ik strategy banaye aor ik new tareeqay say trading mai dobara entry karay agar wo same strategy ko mazeed be apply karega tho buhot nuqsaan ka samna hoga lehaza time par nikal jana achi baath hogi
          Dear forex members forex pr kam karny or phir kamiyab hony keliey different cheezo pr amal krna parta ha jin mein.se aik ha strategy .ji han apki kaam krny ki strategy honi chayie ager apki wo theek ha to ap 100% Kamiyab hongy or ager oska result theek ni nikal raha to apko sochna chayie ky ap ghalti kahan pr kr rahy han jiski waja se apko nuqsan utana pr raha ha ap nuqsan se bachny keleiy apni stragety bhi change kr sakty han is se apko yaqeenan faida hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

            Iss mai koi shakk nahi hai kay kisi trader ko Agar musalsal loss ho raha ho tou iss ka Matlab hai kay traders ki strategies mai koi big fault hai aur aisi ghaltiaa hain jo her trade ko loss mai lay jaati hain. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn say apnay accounts ko baar baar loss say bachaya jaa sakta hai. Aur apni strategies ko re work kerna chaiye. Bad strategy say kabhi bhi profitable trading nahi ki jaa sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

              Dear friends continue losses aap ki bad strategy kay sath sath aap ki learning ki kami ko bhi zahir karta hay agar aap ki sahi learning nahi ho go to aap kay pas knowledge bahut kam hoga aur kam knowledge ka matlab yeh hay aap nay practice bhi nahi ki demo account aap nay use nahi kia esliey continue loss ka aap ka samana ho sakta hay aap ko chahiey keh sab say pehlay apnI learning pe focus karein aur phir demo account pe practice kar kay kaam karein aap ko loss nahi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

                agar aapko musalsal loss aata hai to aap yah jaan lekar aapke pass knowledge nahin hai pahle aapko apna knowledge padhaanaa chahie aur baat main aapko dating karne chahie pahle apna knowledge increase Karen FIR jakar trading Karen Taki aapko loss kam ho
                • #9 Collapse

                  Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

                  Ji han bilkul sahi kaha aapane regular use karne se hi hamara confidence forex trade ke mutaliq kam hota hai hamen chahie ke loss ko control na Karen aur is per mehnat Karen aur jab bhi se Ham experience hasil karenge aur experience hasil karke hum is se earning kar sakte hainhamen chahie kya mujh par jyada se jyada aadami Karen aur apni loss ko recover karne ke liye is par learning hi best rahegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

                    Han gee dear member ya bat bilkul theek ha kuy kah jab apno hmasha loss hota ha to is ka mtlb ap ki planning thek nahi ha ap ki strategy thek nahi ha usay seekhy dakhy apni planning aur apni strategy cahnge kary is ka achy sa ap knowledge hasil kary ap ka pas information ka hona bht zrori ha jab tak ap ki learning strong nahi ho gi tab tak ap achi trade nahi kar skty aur na hi ap achy planning kar skty han aur na hi ap ki achy strategy ho gi is ly dear jab tak ap ko khud pa bharosa na ho apny knowledge pa tab tak trade na kary khud ko loss sa bchay mehbat kary aur kmayab ho jay
                    • #11 Collapse

                      Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

                      pricey reputable traders agar kesi ko continues losses ho rahe hai tho all right jan laina chaheye kay all right present day jo be approach hai wo kaam nahe kar rahe yani current approach mukamal thor par faild hai okay chaheye kay new start say ik method banaye aor ik new tareeqay say trading mai dobara entry karay agar wo equal method ko mazeed be follow karega tho buhot nuqsaan ka samna hoga lehaza time par nikal jana achi baath hogi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Continues losses bad strategy ki alamat hai?

                        ji han agar aap bar bar loss ka shikar ho rahe hain to aap baat jail mein baitha Rahe Hain ki aap acchi strategy aur acche player ke mutabik kam nahin kar rahe agar aap logon se bachana chahte Hain to aapko chahie ki aap acche tarike se pahle apne work ko plane Karen aur FIR use acchi strategy banakar use work complete Karen aur apna goal hasil Karen aur FIR hi aap achcha nahin kar sakte hain aap ko fresh per kam karte hue hamesha player karke kam karna chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X