Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    yes u right ke humain es main bhaar bhaar try karna chaie kyon ke try karne se kabi na kabi hum es main kaamiyaab ho skate hain or agar chor ke bhaag jayenge toh hum buzdill hi kehlayainge mere bhai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      Dear it is a reality har kaam me hardworking ke zarorat hoti he agr hum us me kamayab nahi hote hain to hamey try and try kerna chahiye kabhi na khabi tu kamayab hon gy.
      • #903 Collapse

        thek kaha aap nay k forex trading mai agar loss pay loss ho raha hain tu try karty rahay na chahiye or knowledge gain karty rahay na chahiye or experience b gain karty rahay na chahiye jis se forex mai earning kar saky gaye...
         
        • #904 Collapse

          g haan kaamyaabi hasil karny k liye aap ko iss formula py amal karna hi ga kiun k agar aap kisi b kaam main kaamyabi hasil karna chahty hain to aap ko kooshish karty rehna chahiye agar aap apni kooshish jari rakain gy to aap ko kaamyabi zaroor mily gi
          • #905 Collapse

            jee han mere bhai is mien aisa hy ke insan ko kafi mehnat karin parti hy bar bar
            koshish karni parti hy ke insan fyda hasil kar sake
             
            • #906 Collapse

              Ap nei ye kahani suni hi hogi k ek dewaar py charny ki koshish krti ha mgr wo 99 dafa nakaam rahti ha or jb wo 100 dafa kishish krti ha to usy kamyabi mil hi jati ha. isi tarah agr ham kisi kaam ko krny ki koshish krty hi rahty hn to wo chahy kitna hi mushkil kyu na ho ek din wo mukamal ho hi jata ha.
              • #907 Collapse

                Agree with you jaisa k aapny harr kisi se yeh suna hoga to yeh baat bht hadd takk theek hy k jitna aap tr kryn gy utna hi aap success k kareeb pounchy gy kun k succes takk pounchny k jau rasty hyn jinn mesy aik try try again yaani lagatar hardwork aur hardwork kabhi zaya nahi hota
                • #908 Collapse

                  assalam o alaikum mere bhai ap ne aik bhut he ache bat ke hai khas tor par un logn kr lea jo new hai is trading ke kam me bhut se aese new log hta hai jo starting me loss ka samna krte hai aur phir dobara kabhi bhi nae trading krte hai un ke lea ye best hai ke wo try krte rahen kabhi kabhi un ke mehnat zarore kam ae ge aur wo bhi reaning kr saken ge
                  • #909 Collapse

                    yes ap ne sahi kaha he q k humy is me kaam kerny k liye is ko samajhny k sath is me bahut dafa koshsh ko jari rakhna hoga phir kahi ja ker hum is me kaya ho pain ge nai to hum to isme kabhi bi kamyab nai ho sakty hen
                    • #910 Collapse

                      g han janab try try again and you will success one day becuse aik kaam ko buhat martaba karny sy insan ko is ka tajerba kafi ho jata hy aur usy maloom par jata hy k ab kya karna hy aur wo aksar try try kar k kamyab rehta hy so we do not loos hope
                      • #911 Collapse

                        dost Humay himat say kam lena chahiey agar hum forex trading main loss bhi kar lety hay kyun keh agar hum try dubar say karen gay to pehlay wali galti nahi karen gay so humari trading main acha positive result ho ga....
                        • #912 Collapse

                          Bilkul hamen himmat anhe harni chahye or apni koshishon ko hurgiz bhe nahe rokna chahye us wakt tak koshish kertey rehna chahye jab tak hum kamyab na hojaen lekin sab sey important bat yeh hy k hum sab ko sahe trah sey practice kerni chahye na kay jald bazi kren or kaam kharab ker dain.
                          • #913 Collapse

                            gee bilkul ap ko us wakt tak work karna chahie jab tak ap success hasil nahi kar lete kun ke bar bar koshish ki waja se hi insaan success hasil karta haior kamyabi pata hai.
                            • #914 Collapse

                              jee haan bilkull theek hay agar agar es job may hm loss bhi ho jaeay to kabhi bhi sad nai hongay q k ye aisa job hay jis may money ati b hay or jati b hay esleay hamay chaheay k sad na ho jaeay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                Yes brother you are right himat to insaan ko ksi kjaam nahe harni chahye or phr forex trading es trha ka busniess hai jis always ups and downs atay rehtay hai and ap ko kbhi hopeless nahe hona chahye blkay try krtay rehna chaye mazeed mehnat sath one you will become a big trader ....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X