mahnat ka phal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear mehnat ka phal hamesha acha he hota hy es liye concentrate karo apnii learning pe ta k ap ko faida ho jaye aur ap apnii life ko b boht behtar banaa sako aur enjoy kar skao...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      main aap ki baat sy bikul itfaaq kertaa ho bahi, aur mery khiyaal sy koi b is baat ka inkaar nahi ker sktaa hy k mehnat ka silla zroor milta hy, aur khaas tour par ager mehnat forex ko seekhny main ki jay to us ka silla b zroor milta hy aur asani sy earning ho skti hy
      • #78 Collapse

        ham jitni zayda mehnat kary gay hamy utna hi acha profit hasilho ga is se our ham ye profit withdraw b karwa skaty hai ye ak bht hi useful business hai mgr hamy pehly bht learn karna parta ha This business give the money quickly to those traders who has the good experience
        • #79 Collapse

          ASSALAM O ALAIKUM ///////////
          g han bilkul bhi main ap ki is bat se bilkul 100% agree karta hoon k ap mehnat karte rahen phal zaroor millay ga bhi insta forex bara zabardast online bussiness hai ap is par aggar ziada se ziada mehnat karein ge to bohot aala trader ban jaen ge
          • #80 Collapse

            yes dear forex ak boht hi acha business he is business se hum ghr pr beth kr hi boht achi earning kr skte hen humen kisi qisam ki fazool mehnat ki zarort nhi he hum thori mehnat se ziada achi earning kr skte hen
            • #81 Collapse

              g han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn is business me hmen mehnat se kam karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi earning hmeshah tb hi hoti ha jb hm is business me mehnat se kam karty hain isi liye mehnat bht zarori ha is business me
              • #82 Collapse

                The link between the currencies is Danoa and therefore may be changed at any moment. Know the relationship over the past few days, and then compare it with the degree of the relationship in the long run, for example, to transfer during the past year. If the correlation coefficient in the short term significantly different than in the long term, this may give you the opportunity to trade
                • #83 Collapse

                  Fundamental analysis is a market that is only carried out using the "real"
                  • #84 Collapse

                    mehnat kabhi zaya nahi hoti is liye humain apne business mai khoub mehnat karni chahiye ta k hum is business ko achi tarha samjh sake or is mai achi performance ada kar sake ye bohat zarori hota hai sub trader k liye.
                     
                    • #85 Collapse

                      sabar or mehnat ka phal hamesha metha hota hai forex trading business aik aisa business hai jis mai humain bohat sari mehnat karni parti hai is business mai hum mehnat k beghair kamayab nahi ho sakte is liye hard working is very necessary .
                       
                      • #86 Collapse

                        wa alaikum us salam n me ap ki bat se agree karnga k mehnat ka ophal zaroor milta hai chahay woh koi sa bhi kaam ho hi kyun na ho issi tarah fx me bhi mehnat karnay se pohl zaroor milta hai
                        • #87 Collapse

                          aslamuelkum dear :) forex ma sabar se kam lena to bohat he faida mand sabit ho sakta ha kiu k mehnat se he sabar milta ha so mehnat jari rakhen aur dil chota na karen k ap ko kam profit ho raha ha aik din ap zarur apni manzil ko chu k aye gy
                           
                          • #88 Collapse

                            forex trading men b kisi b or kaam ki tarah hard working krny se hi earning possible ha. agr koi forex ko easy smjh kr trading krta ha to wo loss hi hasil kre ga. forex trading mein success k liye hard working zaruri ha.
                            • #89 Collapse

                              Forex trading me logo ko chaye ke be patience and calm because log humesha greed me loss kar lete hai me un ko advise karta hu ke wo sabar karen trading me q ke mehnat ka phal hmesha meetha hota hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                My Dear,yes you right k is kaam men sab se ziada mehnat hi to he jo hamen kerni he or iska phal to zahiri si baat he k her kaam jis men mehnat ki ho to uska phal to milta hi he.or is men to sath sath doller bhi milte hen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X