Capital Kay Mutabiq Active Trades ka Margin or Lot Size Calcuate Karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Capital Kay Mutabiq Active Trades ka Margin or Lot Size Calcuate Karain.
    Dear Forex Members

    Trading main ap achy analysis be ager kar laity hain tu es bat ka kiyal rahkain kay bhout zaida ap ki trades ik time mai active na ho. Yeh na ho ap kay trades ka margin increase hota jaye or phir ap ko loss hota jaye. Apni trades mai risk level ik chose kar lain phir jitni be trades open ho us se upar na jaye.Apni Trading main pehlay wali trades jo active hain woh close ho jain tu baqi ka bad mai souchain. Pending trades ko be mind main rahkain. un kay lot size ko calculate zaror kejey

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Capital Kay Mutabiq Active Trades ka Margin or Lot Size Calcuate Karain.

    agr ham apni active trades ko aur apnay capital ko balance rakh kar trading karen gay to account wash honay ka dar nai rahay ga Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Capital Kay Mutabiq Active Trades ka Margin or Lot Size Calcuate Karain.

      Khiladi film Hamen Mere mishrit hai agar Ham hardworking ke sath Naam Karte Hain To Kabhi M kamyabi Hasil karna chahte hain online market Mein To yah Hamari Pol hai ki Ham kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Magar Express ke Hamen chahie kimat ke sath aur kamyabi Hasil Karen vah main Karen aur acchi
      • #4 Collapse

        Re: Capital Kay Mutabiq Active Trades ka Margin or Lot Size Calcuate Karain.

        hmy apny bonsu ko achy sy or shi jaga pr use krna chhey pher hi ham loss sy bch skty hain or apna account save rakh skty hain ham forex main daily bse par kam krna chahey pher hi ham acha pasia kama skty hain hm is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kr skty han or ham is main full time be kam kr skty ain yai aik unique bus9iness hain
        • #5 Collapse

          Re: Capital Kay Mutabiq Active Trades ka Margin or Lot Size Calcuate Karain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
          Dear Forex Members

          Trading main ap achy analysis be ager kar laity hain tu es bat ka kiyal rahkain kay bhout zaida ap ki trades ik time mai active na ho. Yeh na ho ap kay trades ka margin increase hota jaye or phir ap ko loss hota jaye. Apni trades mai risk level ik chose kar lain phir jitni be trades open ho us se upar na jaye.Apni Trading main pehlay wali trades jo active hain woh close ho jain tu baqi ka bad mai souchain. Pending trades ko be mind main rahkain. un kay lot size ko calculate zaror kejey

          Shukriya.
          Hamare trading account mein balance hajaron small amount Mein Ho To Hamen secure trade open Karni chahie ki Ham Agar Badi Laut se trade open kar lete hain to bahut jald Hamara account balance khatam nahi ho sakta hai isliye Hamen trade Is Tarah Se calculate Karke open karne chahie ki Jitna Hamare trading account mein balance hai market Hamari opentrade ke against bhi Munh Karti Rahe To Hamara kaun se Kyon Rahe aur ham Kuchh time rate karne ke bad market Jab river movement ka Karen To Hamen loss recover hone ke bad profit bhi Hasil Hona shuru ho jaaye
          • #6 Collapse

            Re: Capital Kay Mutabiq Active Trades ka Margin or Lot Size Calcuate Karain.

            Dear member koi bhi trader agar trade mein small lot size use karta hai to vah acche se aur profitable trade kar sakta hai kyunki agar ham Apne balance ke hisab se rate karen to hi ham achcha profit hasil kar sakte hain lekin bahut se aise minerals hai jo ki jiski trade karte hain aur jyada college lekar hi trade karte Hain is Tarah ke members ko aksar hi loss ho jata hai isliye hamen har chahie ki ham apni trade mein small lot size ka istemal Karen aur profitable treat Karen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Capital Kay Mutabiq Active Trades ka Margin or Lot Size Calcuate Karain.

              Forex trading mein kamyab traders wohi hoty hain jo asuccessful apny capital k accordingly apni active trases ki calculation karty hain aur jab bhi koi new trases open karty hain tu apny account ki full money management karny k bad trading karty hain so dear during trading ap over trading mat karyn aur apny margin ko dekh kar lot size select karyn tab apko forex tradong mein loss kam hoga aur ap faida hasil karyn gy

              اب آن لائن

              avatar Ayn
              Working...
              X