Assalam o Alaikum dear main ap ko batana chon ga kay pakistan forex ak asa busniss hay jo hamara focus mangata hay to koi bhi kam asa nhi jo beghair focus kay kamayabi day saky to agar ham chaty hain kay hamain pakistan forex main kamayabi hasil ho saky to hamain is pak forex main kam karty hoay apna mukamal focus is busniss main dena chaiye tab hi hamain kamayabi hasil ho sakti hay ksi bhi cheez ko hasil karnay kay lya hamain us ko samajhna parta hay to pak forex bhi ak asa hi busniss hay agar ham chaty hain kay ham is main kamayabi hasil krean to hamain is busniss ko samajhna pray ga agar ham is busniss main focus kay sath kam krean gy to hamain is main kamayabi hasil ho gi aur haim ak expert treader ban sakty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим