confidence kamybi main bara role hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confidence kamybi main bara role hai.
    Dear life ki koi b field ho confidence ki bary importance hai. q agr ham kisi kam main confident hai to hamain kamyabi k chance zyda hoty hai. or khas kar forex jo k aik bohat risky kam hai is main to confidence k importacne boaht zyda hoty hai q k jab tak ham risk ko kam nahe karty us time tak ham earing nahe kar skty. or hamra risk just experience se ata hai. is lai ha ko apny experience ko incearse or reuglar proift earin karty hai. jiss ko ham demo se barha sakta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: confidence kamybi main bara role hai.

    Confidence knowledge ki base per aata hai agar ham log ke pass confidence hoga to tabhi ham log Kamyab Honge her confidence ki kabhi bhi ham log kam Sahi tarike se nahin kar Payenge aur usmein se hundred percent result kabhi bhi Aasan Nahin kar Payenge Agar ham log Chahte Hain 100% result Ho To Apne improve Karen knowledge and learning ki base acchi Hogi to Fir confidence bhi achcha Hoga aur tabhi jakar ham log Kisi bhi field Mein Kamyab Honge Agar Ham Logon Ko kamyabi ke sath sath main bhi Karenge to tab jakar confidence aaega aur ham log Achcha profit Asha kar Payenge
    • #3 Collapse

      Re: confidence kamybi main bara role hai.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
      Dear life ki koi b field ho confidence ki bary importance hai. q agr ham kisi kam main confident hai to hamain kamyabi k chance zyda hoty hai. or khas kar forex jo k aik bohat risky kam hai is main to confidence k importacne boaht zyda hoty hai q k jab tak ham risk ko kam nahe karty us time tak ham earing nahe kar skty. or hamra risk just experience se ata hai. is lai ha ko apny experience ko incearse or reuglar proift earin karty hai. jiss ko ham demo se barha sakta ha.
      Assalamu alaikumbro aapki baat to bilkul theek hai ke confidence kamyabi ke liye bahut jaruri hai hamen chahie ki kabhi bhi confidence loosu na Karen jyada se jyada kam Karen aur successful hone ke liye confidence Ka hona bahut important hai hamesha hi ki apni emotions ko bhi control Karen aur hamesha confidential steps liya Karen because yah hamari future ke liye bahut zaroori hai so hamesha hi hai ki kabhi bhi apni futura parakh compromise na Karen chahie ki jyada se jyada knowledge can Karen aur acchi experience Agar hamare paas hai To is acchi experience ko dusre Tamam logon ke sath share Karen.
      مرشد
      • #4 Collapse

        Re: confidence kamybi main bara role hai.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
        Dear life ki koi b field ho confidence ki bary importance hai. q agr ham kisi kam main confident hai to hamain kamyabi k chance zyda hoty hai. or khas kar forex jo k aik bohat risky kam hai is main to confidence k importacne boaht zyda hoty hai q k jab tak ham risk ko kam nahe karty us time tak ham earing nahe kar skty. or hamra risk just experience se ata hai. is lai ha ko apny experience ko incearse or reuglar proift earin karty hai. jiss ko ham demo se barha sakta ha.
        Ji der aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Ham confidence ke sath kam karen to tab hi Hamara knowledge Hamara is Peene Se Hamare Karm Mein Hamen kamyabi Dega Agar Hamen Kafi knowledge Ho bhi aur Fir Bhi Hamen confidence Na Ho To Hamen Swaram per kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye Hamen chahie ki Ham pahle trade related Sara knowledge Hasil Karen aur FIR Jab upgrading Karen Apne real account ke upar to use dauran Kisi Ki Baat Na Sune aur apni Sune aur apne trade Ke mutabik Apna Kam Karen Is Tarah ab Humne confidently per kam Karke Hamen Kamyab date Le sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: confidence kamybi main bara role hai.

          Jab Bhi Ham trading Karen To Hamen positive mind ke sath trading Karni chahie Hamesha Hamen confident Rahana chahie aur kam karte waqt Hamesha indicators ko aur Market ki movement ko jaj karte hue trade Lagaya Karen Jab Bhi aap trading karen to acche skills aur knowledge ke sath trade Lagaya Karen market trend ko dekh liya Karen candles ki movement ko bhi jaj kar liya Karen Achcha confidence Hasil karne ke liye jaruri hai ki aapke pass knowledge or experience Hona chahie tabhi aap apne aap Par Bharosa kar sakte hain aur acchi tarike se trade Laga sakte hain trading karte waqt Hamesha koshish Kiya Karenge cool mind hokar kam Karen aur kabhi bhi stress na vah Karen tabhi aap acche confidence ke sath kam kar sakte hain aur behtarin profit gain kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: confidence kamybi main bara role hai.

            Confidence Ek Bhut bra or acha role hai hamein confidence gain krnay ky liye bhut mehnat krni hoti hai jesy keh hamein rozana practice krni prti hai Demo account par us ky bad hi hamein confidence gain hona shuro hota hai hamein chahiye keh hum jitna ho saky us sy thora sa ziada confidence hasil karein over confidence nhi

            Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





            • #7 Collapse

              Re: confidence kamybi main bara role hai.

              G ha dears forex main hamay hamesha confidance say he kam karna chahiya pher he hum is main kamyab ho saktay hain agar hum is main confuse ho kar kam karay gai to hum ko is main loss ho jai is liya hamay is main aik time table bana kar kam karna chahiya or fresh mind say karna chahiya or hamay is main ache trading karnay kay liya knowledge or experience ke zarorat hoti hain jis ko use kar kay acah profet kama saktay hain.
              • #8 Collapse

                Re: confidence kamybi main bara role hai.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
                Dear life ki koi b field ho confidence ki bary importance hai. q agr ham kisi kam main confident hai to hamain kamyabi k chance zyda hoty hai. or khas kar forex jo k aik bohat risky kam hai is main to confidence k importacne boaht zyda hoty hai q k jab tak ham risk ko kam nahe karty us time tak ham earing nahe kar skty. or hamra risk just experience se ata hai. is lai ha ko apny experience ko incearse or reuglar proift earin karty hai. jiss ko ham demo se barha sakta ha.
                kamyab hone ke liye aapko is market Mein mehnat karni hoti hai agar aap is market Mein confidence ke sath kam karte Hain to aap is market Mein kamyabi jarur milati hai jo theatre 20 market mein darte rahte hain unko kabhi bhi kam ja bhi nahin milati aapko chahie ka aap is market Mein soch samajh Kar kam Karen aur kitni acchi trade Mile sirf Hui apne account per trade open Karen is tarah aap aasani se is market Mein gayab ho jaate Hain aur aapka confidence level bhi increase hota jata hai jo trader is market Mein apne confidence ko builder kar lete hain vah is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain aur is market Mein acchi trader ki tarah kam kar sakte hain Jo tradus market Mein minut nahin karte unko kabhi bhi is market Mein fayda nahin hota.
                • #9 Collapse

                  Re: confidence kamybi main bara role hai.

                  Assalam o Alikum g harms jo self confidence hota h is ki base prr hu mbht aci trading kr sqty hein r ye kamiyabi ka bht bara raaz h
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: confidence kamybi main bara role hai.

                    Jii dear ap nay bilkul thk kha hay Kay agr ham conference say kam kren gain to tab hi hamra knowledge zyda mily ga or kam krty time hamesha indicators ko or market ki movement ko judge krty hoy trade lagani chahya jab bhi ap trade laginy to market trend ko dakh liya kren or hamry pas acha knowledge or experience hona lazmi hay tab hi hum apny ap par bhrosa rakh kr kam kr pain Gian or achy tariky say trade laga sakty Hain trading krty wakt hamsha cool mind say kam krna Chaya ta Kay hum bht acha profit gain kr saken

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X