verification ke kya steps hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    verification ke kya steps hai
    dear seniors verification ke kya steps hai plz koi bata de take naye ane wale members ko samajh ajaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: verification ke kya steps hai

    verifications ko time per kar lena bahut jyada important hai kyunki jab members apni verifications ko kar lete hain tu is tarah Se unka account bhi complete ho jata hai aur FIR jab members ko profit hasil Ho jata hai to yahi vajah hai ki vah apne profit ko bahut jyada acche se withdrawal kar lete hain lekin aise members ke jinki verification nahin Hui hoti unke liye kafi problem ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: verification ke kya steps hai

      Dear verification k 2 step hain aur is me verification bahot important hai kiun k verification k bagher aap withdraw nahi karwa sakty .Verification bahot easy hai is k 2 step hen .Sab se phele apko pata hona chahihe k jo detail ap ne apne account me enter ki hai wohi ap k documents me honi chahihe .Verification k lia apko phele apna identity card ki front aur back side upload karni hogi aur is se apka verification level 1 hojai ga .phir apko koe esa document upload karna hoga jis ap ka address prove ho saken for example domicile utility bills bank statement .2 3 working days me apka account verify hojai ga .

      اب آن لائن

      Working...
      X