Forex ko start kis tarah se krna chahiye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko start kis tarah se krna chahiye.
    Mera ye post new logo k liye ha jo forex ko join krty hn or search krty hn k wo forex trading ko kaha se learn kr skty hn. mujhy forex mein takreeban ek saal ho gya ha, ma nei forex ko 0 se start kiya tha or mujhy b smjh nhi lg rhi thi k forex ko kasy learn kiya jaye. ma nei idhar udhar kahi b jany ki try nhi ki balky,

    instaforex se trading ki basics ko kuch smjha, abi tq ma nei total basics ko learn nhi kiya. mgr saath hi ma nei demo py practice krni shuru kr di thi or ab takreeban 5 se 6 months baad ma is kabil ho chuka hn k mere hr trade py profit earn kr skuun, itny zyada months mujhy is wja se lge k ma forex ko itna zyada time b nhi deta tha, kai dfa to week mein ek din practice krta tha. or abi ma kuch profit kmany k kabil ho chuka hn, maslan 400$ se 500$ per month.

    to forex ki trading ko instaforex or demo se hi learn kiya ja skta ha or hr koi ye khud kr skta ha, kisi b kisam ki guidelines ki zarurat nhi ha. apka kya kahna ha is k mutalaq, apny opinions share karein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear bhai jan is ko start karnay k liay hmain is ko phlay achi tarah learn karna chhay . is say hmain kafi faida hota hai agear is ko achi tarah sikh kar kartay hain .
    • #3 Collapse

      forex trade ko learning karna bohat he asanhai pakistan forex forum main es ki hartarha say gaidness mil jati hai or app ko bonu b milta hai
      • #4 Collapse

        sab se pehle aap ko knowledge lena chahiye forum se phir aap ko chahiye k bonus b bnayein aur demo per work b karein is se aap ko boht faayda ho ga
        • #5 Collapse

          Is ma kam ka bohat maza ha is ma ham ko chiya ka ham is ma har roz k kiya kary tab ap fayday ma hon gay is ma ap copy past sa paraz kiya kary is ma ap ka hi fayda ha is ma ap sab ki madad kiya karay ap aj ak ki madad kiya karay gay to kal dosray dosaro ki madad kiya karay gay is tarha tamam friends ki madad howa kari go
           
          • #6 Collapse

            Is ma ap har kisi ki madad kiya kary tab hi ap kamyab ho gay kamyabi ka bagar is ma kocha bi nahi ha ma bi is ma kam mar raha ho or mahnat jar raha ho is ma is ma ap ki speed bi achi hoti jayi gi or ap is ma mahnat sa kam kia karay to ap ak acha tradar ban sakty ha
               
            • #7 Collapse

              Forexi ma kam ka ak alag maza ha log is ma bohat kam kar rahy ha or acha kasa pasa kama rahay ha is sa ma bi is sa acha kasa pada kama raha ho or achi zi.ndagi gozar raha ho is sa is s har mahinay moujy achi kasi amdani hasal hoti ha or ma is sa bohat kosha bi ho or is ma mahnat bi kar raha ho
                 
              • #8 Collapse

                Is ma ap kp copy past sa paraz karna ho ga is ma ap ka hi fayda ha or agar ap galt kam karay gay to is ma ap ka ho noksan ho ga is sa ap ka acount bi band ho jaya ga or ap nomsan ma ho gay ma is ma galat kam sa paraza kar raha ho ya ak bohat hi acha program ha log is sa bohat fayda ota rahsy ha or is ma bil laga kar kam kae rahy ha
                   
                • #9 Collapse

                  dear aghar ap trading start karna chahte hai to ap ya bat zehan mai rakhe ke forex aik hardwork business hai profit or loss ap ke khud ke upar depend karta hai is liye aghar ap forex mai enter hona chahte hai to ya bate apne mind mai rakh le ........
                  • #10 Collapse

                    aap ki ye post buhat hi good aur malomati hay bhai gee.mara toh ye hi khayala hay kay new anay walay bhion say kay wo forex ko easy na samjhay bulkay forex ko wo buhat hi achhi tarha samjhnay aur seekhnay mein aapnay ziada say ziada time sarf karein aur phir hi forex ko shoru karein .
                    • #11 Collapse

                      Is ma ap ko sarf kam hi kam karna ho ga or kam ka azi ap ko pasay milay gay is ma ap dosro ki madad kiya karay tab hi ap os ma kamyab ho gay ya ak kamyabi ki konji ha is ka hasal kiya karay tab hi ap kamyab ho gay is ma ap ki speed bi zida ho gai or sp is sa kosha bi ho gay ma bi is ma kam kar raha ho or achi zindagi gozar raha ho
                         
                      • #12 Collapse

                        g meray bhai apnay kafi achii post ki hai humen caheya ka hum phelay forex forum join kere pher real accoutn open kerka unma trading start kerda
                        • #13 Collapse

                          Ya ak bahtarin web h is sa ap ko bohat fayda hasal ho ga or ap is ma kamyab bi ho jaya gay is ma kamyabi mast ha is ma ao jitna kam karay gay otn hie is ma mamyab ho gay ya ap ka liya kamyabi ka ak zarya ha is sa ap bohat koch hasal kar sakty ha ma bi is sa bohat kocha hasal kar raha ho
                           
                          • #14 Collapse

                            forex buseniss ko start ap kisi time b kar skte hain ap kisi broker ko chose karen jo k apko acha lagta ho r us main ap deposit karwayen jitna b apka dil kre jab ap deposit karwa lain ge to ap us pe trading karna shuru kar skte hain........
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              gar aspp forx mai new hain to sub sy phalay app ko demo account per practice karni chaheyah or knowledge and experience gain krna chaheyah and then real mai work krna chaheyah.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X