support and resitense
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    support and resitense
    my dear ap kisi b pair per trade ker rahe ho ap ko support and resitense level ko mind me rakhan hota hai and ap is ki help k sath confodent k sath trade start ker saktey ho.so learnibg important hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bilkul main b aik he pair say bohat see earning ker chuka hoon q k main us pair k baray main janta hoon k wo kis waqt uper jayeh ga and kis waqt down raahy ga.
    • #3 Collapse

      Yup my dear brother forex trading support and resistance ki bahot ziyda Ahmiyat hai brother agar is may ap trading karo gay our sah say pin point par learning kiya karo tu must success ho gay brother agar market may success hona hai tu learning kiya karo
      • #4 Collapse

        g han iss baat main koi shak nahi ha ke iss kaam ko kr ke aap ko bht fayda ho sakta ha aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen aur iss ke saath saath aap ko iss baat ka khyaal rakhna ho ga ke iss kaam ko pori mehnat se karen nahi to aap ko loss ho sakta ha aap ko iss baat ka khaas khyaal rakhna ho ga
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum support and resistance levels par be trading karna aik achi strategy hoti hay aur jo log support aur resistance levels ko follow kar kay trading kartey hen un kay losses kay chances be bohat km hotay hen aur wo acha earn kartey hen.
          • #6 Collapse

            yes brother, main ye samajhta hu k hamain trade k hawaly se complete knowledge hone chahye ta k hamain trading ki hr terminology ka pata ho aur hum loss se bach sakain aur maximum profit hassil kr sakty hai
            • #7 Collapse

              forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe yeh aik highly risky business hay gee haan support and resistance ko mind main rakh ker trade kerro.
              • #8 Collapse

                We are analysis the market technical then we are use these two words. Support and resresitence. Because we we show the two point that the market max up omdowb in these pints.
                • #9 Collapse

                  trading kay business mein agr ap aik acha trader banna chahty hain to apko forex ki support and resistance kay bary mein fuly knowldge hona chahye phir he ap maximum earning kar skty hain.
                  • #10 Collapse

                    jo traders resistance and support level ko samnj jatay hain un k liyeh trade say profit hail kerna bohat he asaan ho jata hai and wo trading say achi amdni hasil ker saktay hain.
                    • #11 Collapse

                      Brother forex trading m support aor resistance bhot impartant hn..hum ko chaya k phlay learning krain phr earning krain real m trading sy best ky market nahe ha.
                      • #12 Collapse

                        forex trading mai resistance and support bhot important hote hai kuin ke agar app trading is levels per kerte hai tu app ko market mai ache earning ho sakte hai.resistance for sell and support for buy.
                        • #13 Collapse

                          forex trading mai hum jab trading karte hai us time humay pehle tw support and resistance k bare mai ilam hona chaiye or is k elawa humay markets mai enter hone say pehle support and resistance ko set karna parta hai us say market ka humay ache say ilam b hojata hai and trading b asan hojati hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Support

                            My dear frind mujy to nhi pta k support kua hoti hy man to new hon trading man man to bus trading krta hon mujy experince nhi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X