What do you prefer to trade with? Currencies, Metals, CFDs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    I love forex trading because cfd and metals are difficult to trade, it has very fast movement and many of times, it moves awkward that is why for me forex trading is best and reliable but it depends on the likeness of the trader, if a trader is perfect in other trading product then he must have to trade that product
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      currencies se trading kerna zayada easy hai kyun ke is ke liye apko zayada capital ke zarorat nahi hote aur metals like gold aur silver main trade kerne ke liye capital zayada hona chaiye aur commodities main bhi shayad aisa he hota hai.
      • #63 Collapse

        sir aap ki thread buhat achi ha main samajhta hon beaning newbie main abi curreny pa trading kar raha hon mugha isi min aasan lagta hai kion k metal ya gold main aik tu capital buhat ziada chahia hai second ya k is main mugha koi experience nahi hai abi currency main thora expert ho jaon phir metal ya gold ki taraf aaon ga
        • #64 Collapse

          main zyada tr currencies main trade ko prefference deta hn q k ye asan trade hoty hai is k baraks metal main hard ho jaty hai hai halanky metal mian profit zyada hasil hota hai mgr loss b fr usi hisab sy hota hai is liye main metal trade ko avoid krta hn
          • #65 Collapse

            forex main hum always currencies par hi trade kartey hain aur agar hamen is main achi trha se knoweldge aur experience ho jaye to phir hum is sey achi trha sey kamiyab ho saktey hain aur successful ho saktey hain.
             
            • #66 Collapse

              well curriencies pe trading karna asan hoti hai gold currency ke muqabile main kiun ke yeh bhot risky pair hai is main loss ke chances ziada hai aur us main hamen ziada investment ki bhi zarorat hoti hai aur currency main profit ke chances bhi ziada hote hain aur isko hum kisi bi pair pe kam invest se start kar ke profit gain karsakte hain.
              • #67 Collapse

                me ny demo pe kafi practice ki hy aur mery pas kuch na kuch knowledge hy meket ka to me to mostly currency me ziayada trading karta hun ager koi gold ki achi postion mil jae to me golg me b kar leta hun so loss sy bach jata hun.
                • #68 Collapse

                  mai apne baat karo tu mai jada tar trade currency mai trade ker ta ho keyo ka muzha gold aur CFD ke etc mai trader ker thek nahi lagta es mia baz dafa shak sahota hai k es tarha ke trading thek bhe hai ya nahi.
                  • #69 Collapse

                    Bhai agr ap k pass balance ziada he aur earn bhi zida krna chahte hain to phhir gold behter he aur agr balance km he to phhir currency achha he koi bhi pair ho.
                     
                    • #70 Collapse

                      I always trade with currency. I am a new trader and my experience is so little. For this I am trading with currency. Thanks for the post.
                      • #71 Collapse

                        mere khayal main ap ko currencies main trade kerni ho gi then hi ap asni se earn ker sakoo gye agar ap ko forex trading main earn kerna hi to ap ko learn bi kerna pere ga iss ke bagar ap earning nahi ker sakoo gye
                           
                        • #72 Collapse

                          ye to market situation pe depend hota ha...k market ki kia situation chal rehi ha..aur kis trading ma suitable ha trading kerna...is liye ap ko market situation ko mad e nazar rekh ker hi trading kerni perti ha...wesy ma to currencies aur oil aur gold ka suggest kro ga k in ma trading ki jaye...
                          • #73 Collapse

                            Base on me i prefer trading on gbp because that is the sure place that you can be able to make good impact in this business from one level to the other so you must try to concentrate and make good success at all times
                            • #74 Collapse

                              Main tu currency pair main hi kam karta hoon aur is ko hi app ko trading karne ke liye acha kaho ga aur app ko jo bhi hasil karna hay app ko achi tarha se app ko earn ho ga aur app ko ko currency ka tajarba bhi acha rehe ga baqi sab zada risk wale hay .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                main samjhta hoon ke ager ap abi new hain tu ap ko just abhi currency per trading karna chiya aur metal per practice karna chiya demo account per jab ap ko experience hone lage tu ap phir metal per trading kar sakte hain kypoun ke matal ki market bht zayda risky hoti hai is main bht zayda dar hota hai loss ka

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X