Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰
    ji bilkul apne bonus ko kabhi bhi jaan bujh kar zaya mat Karen kyunki yahan per jab Ham apne bonus ko Waste kar dete hain aur yahan per hamen bonus bahut mehnat se milta hai agar mehnat karenge to bonus milega trader ko chahie ki woh hamesha apne experience ko hasil karne ke liye yahan per learning Kare kyunki jab bhi Jo bhi trader yahan per learning karta hai aur apne bonus ki Kadar karne ki koshish karta hai woh market per hamesha kamyab hota hai ek kamyab trader kabhi bhi apne bonus ko aise zaya nahin karta hua hamesha successful trading karta hai profitable trading karta hai jiski wajah se usko bahut zyada profit hota hai aur woh market mein successful ho jata hai yahan per mehnat ki bahut zarurat hoti hai jab Ham mehnat karte Hain to hamen knowledge milati hai aur trailer is knowledge ki wajah se Hi market mein success hasil kar lete hain profitable trading ke liye pahle profitable learning karni chahie uske bad hi Ham yahan se profitable trading karte Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

    hamen chahie ki Ham apna bhuvnesh kabhi bhi jaanbujhkar jaaye na Karen kyunki bonus bahut mushkil se Ham increase karte hain bonus increase karna Koi aasan kam nahin hai isliye hamen bahut mehnat karni padati haihar member ko chahie ki vah apna kimti time kabhi bhi jaaye na Karen har member ko chahie ki vah apna bonus karta hai to vah apna bonus kabhi bhi aise Dena Na Karen bahut mushkil se increase hota hai aur vah member kamyab ho sakta hai jo apna bonus main maker sath increase karta hai aur usse jaanbujhkar Jay nahin karta kyunki bonus sahi Ham bahut acchi kar sakte hain bahut se aise member hai jo sadak mein apna kimati time nahin dete aur vah khud ko kamyabi nahin kar sakte
    • #3 Collapse

      Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

      Ji dost aapki baat bilkul theek hai Forex online business mein Achcha bolane se ****l karne ke liye Hamen ismein bahut hi Mor mehnat karni padati hai isliye Hamen Apne acche bonus ko jaanbujhkar Jaya nahin karna chahie Kyunki bonus bahut hi Mushkil tarike se Hamen Milta hai isliye Hamen usko aise hi ya nahin karna chahie Hamen jaanbujhkar overtrading Nahin Karni chahie Jiski vajah se Hamara account was ho sakta hai aur Hamara bolane Sandhya ho jaega aur Hamari Tamam ki Tamam mehnat vyast ho jayegi isliye Soch samajhkar karna chahie tha kya machi kamyabi ko Hassan kar Saken
      • #4 Collapse

        Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

        Exactly I agree with you hamen chahie hun apne bonus ko kabhi bhi zaya na Karen kyunki acha bonus bahut mehnat se milta hai hamen kabhi bhi Forex mein aisi trading nahin Karni chahie Jo hamare bonus account ko save na rakh sake agar Ham apne account ko save rakhna chahte Hain to hamen hamesha soch samajh Kar trading Karni hogi jaldbazi nahin Karni hogi aur trading bhi tab Karni hogi Jab hamare pass trading karne ka acha experience or knowledge do hamare analyser strong hun market ki movement ko samajh sakte ho
        • #5 Collapse

          Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

          Hello dear friends Salam Walekum Forex trading business Mein Hamara bonus jo hai vah bahut importance Rakhta Hai Kyunki Ham bikini weekly target ko win karte hue weekly bonus Hasil karte hain aur uske liye Ham market Mein trading Karte Hain To Apne weekly Hain bonus ki Fazilat aur safety ke liye Hamen market Mein Soch samajhkar trading Karni chahie aur ismein emotional hokar aur jaldbaji Se Kam Nahin Lena chahie Taki Ham ismein Jyada Se Jyada Apne bonus ki safety kar sake Hamen ismein Sabar aur Lagane ke sath market ke Trends aur rules ko understand karte hue trading Karni chahie aur ismein Jyada Se Jyada profit Hasil karne ki koshish Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

            g han hmain apne bonus ka buhat dehan rakhna chahiye kyon ke agar ham is ko ache se use nahi karain ge to ye zaya ho jaye ga hmai is mein money management sekaam karna hai agar ham money management se kaam karian ge to ham kameyab hon ge aur hmain buhat hi achi earning ho gi is liye hmain is mein kameyab hone ke liye mehnat chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

              Forex ki market ke andar Jab Ham Logon ke pass Achcha bonus a Jata Hai To Ham Logon Ko koshish Karni chahie ki use bonus ko Apne account ke andar Hamesha safe rakhen Kyunki yah bola Sab Logon Ko Bar Bar Achcha Nahin Milta aur Pakistan Forex form ka yah rule hai ki Jab Ham Logon Ko Ek Bar Achcha bonus Mil Jata Hai To Uske bad Ham Logon Ko Thoda Thoda bonus Dete Hain isliye aap Logon Ne use bonus Kyon per trading Karte Rahana hai lekin kam se kam lot size ki sath Jab aap log Is Tarah Se Kam Karenge to kabhi bhi aap Logon Ko nuksan Nahin hoga
              When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
              :)
              (AbdulWahab33)
              • #8 Collapse

                Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

                Forex mein acha bonus hamari achi mehnat ka natija hota hai isliye forex mein hamen apne bonus ko aise waste nahin karna chahie balke ache bonus se achi trading karni chahie aur forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading ache experience our knowledge ki madad se karni chahie aur forex mein trading money management aur ache confidence ke sath karni chahie jisse forex mein ham jald hi kamyab ho sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

                  absolutely janab aapane bahut important baat ki hai I agree with you completely ke Pakistan forex for men work karte hue hamen Puri koshish karne chahie ki hamara bonus kabhi bhi Waste Na Ho bonus ko wait karna bahut bari mistake hoti hai jo log bhi forex forum meinhard work karte hain aur quality work karte hain aur achcha bane shasan karne ke liye maximum time lagate Hain unko yah knowledge hota haike bonus kitni valuable chij hai aur iski kitni importance hai isliye unko yah andaza hota hai ki bonus ko hamen kabhi bhi mistake se waste nahin karna rasaliya janab hamen achcha bonus banane ke liye acche experience ke sath work karna padta hai jab kya apne bonus ko waste hone se secure rakhne ke liye hamen acchi sab strategic planning ke sath trading karni chahie Taki hamen achcha profit ho aur ham Loss se bsch saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

                    Ap ny achi baat ki humein bonus care k sath use krna chye aur waste ni krna chye kiun k hum din raat mehnat kr k apna bonus jama krty hain agr hum apna bonus waste kr den gy tu hum trade ni kr paen gy.humein koi bhi trade lene sy phly market trend ko zarur dekh lena chye aur usi hisaab sy trade open krni chye kabhi bhi market trend k opposite work na Karen otherwise ap ko nuqsan ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

                      Bonus waste aap Agar Pakistan Forex main aap ghar Karte Hain To aap ke liye very very bad condition Hogi isliye aapko chahie Aisa bilkul na Karen safe Rakhe Apna balance se prakat save Rakhenge to acchi trading ki vajah se almost per Arpit aapke liye Hamesha focus Karega acchi trading hi aapko almost Achcha paratha Sar karne mein help Karti Hai Ek dusre se help Le acchi corporate Karen acche achha profit increase karne ki koshish karen Seene Se Raat Tak Re Unse Hamesha contact Karen seniors acchi Ustad hote hain senior Ek Hamesha respectful Hamesha member hote hain iski jo bhi Hamesha acchi respect Karta Hai Unse acchi information Forex ke bare mein leta hai almost acchi kamyabi answer karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Apne bonus ko kabhi jan bujh kr zaya mt kren yeh buhat mehnat se milta h😰

                        humain acha asa bonus humain aachay kam kurnay ki wajha say gain hota hai or hum es maain jub apna kam mehnat kay sath kurtay hain to es kay bad he humaain acha sa bonus gain ho jata hai or hum es main achay say kam kur kay kamyaab hotay hain to es trah say humain es main apna kam kurnaa chahiyay or es main success gain kurni chahiyay or es main humaain jan bhoj kay apnay bonus ko zaya nhi kurnaa chaahiyay or hamesha humain apna kam soch samujh kay sath or achay say kurnaa chahiyaay
                        • #13 Collapse

                          Apne Bonus Ko Kabhi Jan Bujh Kar Zaya Mat Karein: Yeh Bohat Mehnat Se Milta Hai

                          Introduction


                          Har trader ya employee ka sapna hota hai ke wo apni mehnat ka phal achi tarah se hasil kare. Is mein sab se ahem cheez hoti hai bonus, jo ke aksar employees ko unki hard work aur dedication ka inaam hota hai. Lekin, kuch log apne bonus ko jan bujh kar zaya kar dete hain, jo ke na sirf unki mehnat ka mazaq udana hai balki unki financial stability ko bhi khatar mein daal deta hai. Is maqale mein hum dekhenge ke bonus ko kyun nahi zaya karna chahiye aur is se bhtari ke liye kya steps liye ja sakte hain.
                          Bonus Kya Hota Hai?


                          Bonus asal mein wo rakam hoti hai jo kisi employee ko unki performance ke liye di jati hai. Yeh kisi bhi forma mein ho sakta hai, jese ke cash, stock options ya incentives. Bonus ka asal maqsad employees ko motivate karna hota hai taake wo apni performance ko behter banayein. Iska asar sirf employee ke financial status par nahi, balki unki job satisfaction par bhi hota hai.
                          Bonus Ki Ahmiyat


                          Bonus ki ahmiyat ko samajhna zaroori hai. Yeh sirf ek extra rakam nahi hoti, balki yeh aapki hard work ka saboot hai. Iske zariye aap apne financial goals ko asani se hasil kar sakte hain. Bonus se aap apne debts chukane, savings karne ya kisi naye investment mein paise laga sakte hain. Isliye, apne bonus ko zaya karne se pehle sochna chahiye ke aap is paise ka kya kar sakte hain.
                          Zaya Karne Ki Reasons


                          Log apne bonus ko zaya karne ke kai wajahaat hoti hain. Aksar yeh impulsive spending ki wajah se hota hai, jahan log bina soche samjhe paise kharch kar dete hain. Kabhi kabar, yeh peer pressure ya social status ko maintain karne ke liye bhi hota hai. Aise mein yeh samajhna zaroori hai ke yeh sirf ek temporary khushi hai, lekin aakhir mein yeh aapko nuksan hi pohanchata hai.
                          Financial Planning Ki Zaroorat


                          Agar aap chahte hain ke aapka bonus zaya na ho, toh aapko financial planning karni hogi. Iske liye sab se pehle aapko apne kharchon ka andaza lagana hoga. Aapko yeh dekhna hoga ke aapke paas kitna paisa hai aur aapko usay kahan invest karna hai. Yeh planning aapko help karegi ke aap impulse buying se bachen aur apne bonus ka behtar istemal kar sakein.
                          Saving Ka Concept


                          Bonus ko zaya karne se behtar hai ke aap isay save karne ka sochain. Jab aap apne bonus ka kuch hissa save karte hain, toh yeh aapki financial security ko barhata hai. Saving ka ek simple rule yeh hai ke aap apne bonus ka 20% hamesha save karen. Is se aapko ek buffer milega, jis par aap mushkil waqt mein rely kar sakte hain.
                          Invest Karna


                          Bonus ko zaya karne ke bajaye, isay invest karna behtar hota hai. Aap isay kisi bhi tarah se invest kar sakte hain, jese ke stock market, mutual funds ya kisi business mein. Investment se aapko long-term benefits milte hain aur aap apne paise ko grow kar sakte hain. Yeh aapki financial independence ke liye bhi zaroori hai.
                          Budgeting Ki Ahmiyat


                          Budgeting aapko yeh batata hai ke aap apne paise ka istemal kaise kar rahe hain. Isay karne se aapko yeh pata chalega ke aapko kis cheez par zyada kharch karna hai aur kis cheez par nahi. Budgeting se aap apne bonus ko track kar sakte hain aur isay zaya hone se bacha sakte hain. Isliye, budgeting ek ahem tool hai jo aapki financial planning mein madadgar sabit hota hai.
                          Impulse Buying Se Bachen


                          Impulse buying se bachne ka ek acha tareeqa yeh hai ke aap khud ko kuch waqt dein sochne ke liye. Jab bhi aap kisi cheez ko kharidne ka sochain, to pehle soch lein ke kya yeh zaroori hai ya nahi. Is se aap impulsive decisions se bachen ge aur apne bonus ko behtar tareeqe se istemal kar sakte hain.
                          Long-Term Goals Set Karein


                          Aapko apne financial goals set karne chahiye, taake aap jaan saken ke aapko apne bonus kaise istemal karna hai. Long-term goals se aapko pata chalega ke aapko apne bonus ka kuch hissa kahan lagana hai. Yeh aapko motivation bhi dega ke aap apne bonus ko zaya karne se bachen.
                          Review Aur Adjust Karein


                          Apni financial planning ko hamesha review karna chahiye. Aapko dekhta rehna chahiye ke aapki investments aur savings kahan tak pahunche hain. Agar kuch bhi change hota hai, to aapko apne plans ko adjust karna hoga. Is se aap hamesha apne goals ke kareeb rahenge aur apne bonus ko behtar tareeqe se istemal kar sakeinge.
                          Doston Aur Family Se Help Le


                          Agar aapko apne bonus ka istemal karne mein mushkil hoti hai, to aap apne doston aur family se madad le sakte hain. Unse baat karne se aapko naye ideas aur perspectives mil sakte hain jo aapke liye faydemand ho sakte hain. Is se aap apne bonus ko behtar tareeqe se manage kar sakte hain.
                          Conclusion


                          Yeh zaroori hai ke aap apne bonus ko jan bujh kar zaya na karen, kyunke yeh aapki mehnat ka nateeja hota hai. Is paise ko samajhdari se istemal karna aapki financial stability ke liye ahem hai. Budgeting, saving, aur investing ke through aap apne bonus ka behtar istemal kar sakte hain aur apne financial goals ko hasil kar sakte hain. Isliye, agle dafa jab aapko bonus mile, to isay zaya karne se pehle ek baar soch lein!


                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Apne Bonus Ko Kabhi Jan Bujh Kar Zaya Mat Kren, Yeh Bohat Mehnat Se Milta Hai

                            Bonus har employee ki life ka ek important hissa hota hai. Yeh sirf ek extra payment nahi hota, balkay yeh aapki mehnat aur dedication ka saboot hota hai. Lekin, bohot se log is bonus ko ya to samajhdari se istemal nahi karte ya phir isay bekaar mein zaya kar dete hain. Yeh ek galat approach hai, aur aise mein aap apni mehnat ki na-insafi karte hain. Is article mein hum is baat pe focus karain ge ke apne bonus ko kaise wisely use karna chahiye aur kyun isay zaya karna bilkul nahi chahiye.
                            1. Bonus Ka Kya Matlab Hai?


                            Bonus ek aise extra amount ko kaha jata hai jo kisi employee ko unki performance ya company ki growth ke badlay mein diya jata hai. Yeh salary ke alawa hota hai aur aksar yearly ya quarterly basis par diya jata hai. Har company mein bonus dene ka tareeqa thora alag hota hai, lekin zyada tar cases mein yeh us employee ki mehnat aur contribution ka inam hota hai. Is liye bonus sirf ek paise ka issue nahi hota, balkay yeh aapki kismat aur hard work ka part hota hai.
                            2. Bonus Ko Zaya Karna Kyun Nuksan Da Hota Hai?


                            Jab aap apne bonus ko bekaar mein kharch kar dete hain, to aap sirf paisay nahi khona, balkay apne khud ke efforts ka bhi nuksan kar rahe hote hain. Yeh ek psychological barrier bhi create karta hai, jahan aap khud ko samajhte hain ke aapki mehnat ki koi qadr nahi hui. Is wajah se aapka morale down hota hai, aur agle din apni performance pe utna focus nahi kar pate. Aapko yeh samajhna hoga ke yeh bonus sirf aapke liye nahi, balkay aapki company ke liye bhi ek important reward hota hai.
                            3. Bonus Ka Faida Kya Hai?


                            Bonus ka sabse bada faida yeh hota hai ke aapke paas thoda extra paisa hota hai jise aap apne goals ke liye istemal kar sakte hain. Agar aap is paisay ko wisely invest karte hain, to yeh aapko future mein aur bhi zyada faida de sakta hai. Aap is paisay ko savings mein daal sakte hain, apni education ko enhance kar sakte hain, ya phir apne family ki needs ko pura karne mein use kar sakte hain. Iske alawa, aap apne bonus ko kisi aise cheez ke liye bhi istemal kar sakte hain jo aapko life mein zyada comfort aur satisfaction de sakti ho.
                            4. Bonus Ko Wisely Kaise Use Kiya Ja Sakta Hai?


                            Ab sawal yeh uthta hai ke apne bonus ko wisely kaise istemal kiya ja sakta hai. Yahan kuch ideas diye gaye hain jo aap apne bonus ke liye apply kar sakte hain:
                            • Savings Ka Plan Banayein: Apne bonus ka ek hissa apni savings mein daal dena ek smart choice hai. Yeh future ke liye financial security ka zariya ban sakta hai, khaas tor par agar aapko kabhi emergency ka samna karna pade.
                            • Debt Pay Off Karein: Agar aap par kisi tarah ka loan ya credit card ka balance hai, to apne bonus ka ek hissa uss debt ko clear karne mein laga sakte hain. Isse aap apne financial burden ko kam kar sakte hain.
                            • Investment Mein Lagayein: Agar aap thoda risk lene ke liye tayar hain, to apne bonus ko stocks, mutual funds, ya other investment avenues mein laga sakte hain. Yeh aapko lambe waqt mein achi returns de sakta hai.
                            • Family Ki Needs Puri Karein: Aap apne bonus ko apni family ke needs puri karne mein bhi laga sakte hain, jaise ke bachon ki education, ghar ki improvement, ya kisi important occasion ka kharcha.
                            5. Bonus Ka Galat Istemal Kyun Hota Hai?


                            Aksar log apne bonus ko galat jagah pe kharch kar dete hain. Yeh koi aise cheezein ho sakti hain jo unko lambe waqt mein zyada benefit na de, jaise ke brand-new gadgets, expensive vacations, ya luxury items jo unki zarurat nahi hoti. Yeh cheezein aapko temporary satisfaction to de sakti hain, lekin long-term mein aapko koi significant faida nahi hota. Bonus ka galat istemal aapko financial stability se door kar sakta hai aur aapko future mein mushkil mein daal sakta hai.
                            6. Akhri Baatein: Bonus Ko Samajhdari Se Istemal Karna


                            Bonus ka istemal karte waqt sabse zaruri cheez yeh hai ke aap apne goals ko samajh kar aur apne financial situation ko dekh kar faisla karein. Yeh paisa sirf ek extra amount nahi hai, balkay ek investment ka mauka hai jo aapki life ko behtar bana sakta hai. Agar aap apne bonus ko wisely use karte hain, to yeh aapko long-term mein financial independence aur security de sakta hai.

                            Aapko apne bonus ko kabhi bhi jan bujh kar zaya nahi karna chahiye. Yeh bohot mehnat se milta hai, aur aapka haq hai ke aap isay apni zindagi ko behtar banane ke liye istemal karein. To agla bonus milne par apni priorities set karen aur is paisay ka aise istemal karein jo aapki future planning ko madad de.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X