Losses kay baad research karna lazim hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Losses kay baad research karna lazim hai?
    Jab be koi losses hojaye tho sub say pehlay jo kaam karna hai wo hai research karna taakay patha lagaya ja sakay kay akhir wo konsi wajohat thi jeski waja say trades losses mai closed howay jab koi research karta hai apni ghaltiyo say sabaq seekta hai aor pir apni keye howay ghaltiyo par control karta hai tho aisay log buhot jald kamyabi hasil kar laitay hai so maira subko yahe mashwara hai kay bajaye disheartening kay koshish aor research kiya karay
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Losses kay baad research karna lazim hai?

    hamy loss sy learning gain kar ky aik time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum kam ka rky earning gain kar saky gy hum is mai nght mai be km kair sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain yai kne be band na hony wala acha businss hain hm is ma agar lalachi ban ly kam karty hain t hamara account band ho jy ga is mai hamara koi be boss nah ahin
    • #3 Collapse

      Re: Losses kay baad research karna lazim hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Jab be koi losses hojaye tho sub say pehlay jo kaam karna hai wo hai research karna taakay patha lagaya ja sakay kay akhir wo konsi wajohat thi jeski waja say trades losses mai closed howay jab koi research karta hai apni ghaltiyo say sabaq seekta hai aor pir apni keye howay ghaltiyo par control karta hai tho aisay log buhot jald kamyabi hasil kar laitay hai so maira subko yahe mashwara hai kay bajaye disheartening kay koshish aor research kiya karay
      Ji bilkul Hamen apni mistake se sikhate Hue Aage Badhana chahie Agar Hamen Kisi per loss Ho Gaye to use per Mein Dil Chhota nahin karna chahie butter Mein Apne loss ko criticize Jarur karna chahie ki Hamen last Kyon Hua Hai agar Ham Apne loss aur apni mistake se a sikhate Hue kam Karenge To Hamen next Jab Ham trading Karenge Hamen kam se kam loss Hoga Apne last key factor ko kam se kam karne ke liye jaruri hai kya Forex ki about information lete rahe hain Forex ki Platform se Jude rahe hain aur Yahan post ki madad se bhi information gain Karte Rahen Apne Seene membership information lete rahe hain aur Jyada Se Jyada information lene ke liye videos Bakra bhi watch Karte Rahen to Abhi Ham blouse ke bhakton ko kam se kam kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Losses kay baad research karna lazim hai?

        Ji aapki baat bilkul theek hai Hamen low profit sy ghabrana Nahin chahie Kyunki Har business main Loss ya FIR profit hota rahata hai lekin jo log loss Se sikhate Hain vah Aage acche Forex trader bante Hain
        • #5 Collapse

          Re: Losses kay baad research karna lazim hai?

          hamy loss hony ke har ai waja ko sahe karna chahey pher he hum is mai agy bar sakty hai or market mai run kar sakty hain hamy loss hony par sabar karna chahey hum apne mistake sy seekty he hai hamy market ke movement ko dakth kar is mai high amihn invest karne chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty hai hamy is mai meyare opr information wala kam karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Losses kay baad research karna lazim hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Jab be koi losses hojaye tho sub say pehlay jo kaam karna hai wo hai research karna taakay patha lagaya ja sakay kay akhir wo konsi wajohat thi jeski waja say trades losses mai closed howay jab koi research karta hai apni ghaltiyo say sabaq seekta hai aor pir apni keye howay ghaltiyo par control karta hai tho aisay log buhot jald kamyabi hasil kar laitay hai so maira subko yahe mashwara hai kay bajaye disheartening kay koshish aor research kiya karay
            Dear forex friend loss se bachn chaya aur koshosh karni chaua ke market ke analysis zayada ho aur market ke trend ko samaje ager her nember ke pass experirnce ho he to forex treading se fayada hasil kar sake ge
            • #7 Collapse

              Re: Losses kay baad research karna lazim hai?

              Assalamu Alaikum Duniya Mein Nashe Faraz Aate rahte hain Agar Kisi kam mein Hamen Las a jata hai To Hamen chahie ki Ham search Karen cahe yah last kaise hua aur Kyon hua aur is Lash ko Ho recover karne ke liye Hamesha khush karna hoga ki Ham kaun se mistake kar rahe hain Taki Ham usmein speck ko Dur kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Losses kay baad research karna lazim hai?

                agar humian es main kam karty hoaway humin es main los sho jata hain to humian es main boht sbr say humain es mian kam karna ho ga our hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat mian be kam kar skty hain our forex kbe be na bnd hany wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Losses kay baad research karna lazim hai?

                  Ji han bilkul sahi kaha aapane jaisa ki duniya ki har businessman loss aur profit donon hi business mein hote Hain donon ko accept karne wala apne business ko upgrade karta hai aur kamyab hota hai aur hamen bhi forest per ine donon ko accept karna chahie aur aage badhana chahie aur hamen loss hone per recharge Karen aur use per jyada Se jyada mehnat Karen aur aur mistake again mat Karen agar Ham mistake again karte Hain To Ham is per kamyab nahin honge hamen jyada mehnat karni hogi aur is per kamyab hone ke liye sirf mehnat hi hi hoti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Losses kay baad research karna lazim hai?

                    hello my friend jiya mere Bhai loss ke bad research karna last mein hota hai kyunki aap ko koshish karni chahie ki aap ki kaun si galti ki vajah se aapko loss hua hai and next time aapse vah galti na ho mere bhai ek Meri baat yad rakhen ki jo businessman apni galti ko bar bar dohrata hai vah kabhi bhi Kamyab nahin ho sakta aapko koshish karni chahie ki jo galti aapse ek bar Hui hai vah dobara kabhi na ho and hamen apne seniors ko bhi follow karna chahie dekhen ki jo galti hamare senior se Hui hai vah humse Na Ho aur ham kamyabi hasil on mehnat se kam karenge to inshallah jarur kamyabi honge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X