Forex trading market main ham jab trading start kartay hain to sab say pehlay ham analysis kartay aor phir koi trade open kartay hain maira ap say sawal hay k ham apni jari trade yehni market main open ki hoi trade kab aor kaisay close kar saktay hain k ham ko kamyabi bhi hasil ho jay aor ham loss say bhi bach jayin?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим