Market may GAP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    hello dear in my opinion there is no gap in opening in the market my dear market just close in two days saturday and sunday then market open every monday to friday my dear there is a not gap to open and close the market myd ear so do work hard more and more.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      yess hamen jhan sy beh krni cha he ya bs earning krni he cha he ya taky ham apni life bna sky keu ky dukan pey thery to payment mlti han agr ham ghar bethy ya kam kryn to hamen payment mlti han keu ky forex men ham aik acha profit bnaty han or hamen aik ache earning hoti han is le ya EEK!
      • #363 Collapse

        janab aisa hai k 2 din k liay forex trading band hoti hai yani k holiday hoti hai lekn duniya ka business to chalta rehta hai aur log sat sun ko bhi currencies exchange krtay hain to kabhi kabhar gap aa jata hai
        • #364 Collapse

          gap to ata hai market main wo islye k forex trading week main 5 din open hoti hai or saturday or sunday ko market close hoti hai or monday ko market main 2 din ka change ata hai
          • #365 Collapse

            no forex trading is good and real business it is not a gambling and if some one fail in forex trading to earn profit then they should blame forex trading but learn and then start trading
            • #366 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
              Dosto, market may gap hota kia hay? yeh gap jis ki hum baat kar rahay hain, aksar monday ko jab market open hoti hay to ata hay, market aik gap k sath open hoti hay, kia ap ko is baray may kuch maloomat hain? yeh kaisay hota hay?
              forex market jesa k ap ko pata hai week main 5-7 open rehty hai,.is lee jub chutti huti hia,tu markete rukk jaty hai,.,.next week se pher wo kuch gap de ker naye seray se shuru hu jaty hai,.
              • #367 Collapse

                I think that the market gap could occur because of the weekend in the forex market and I think you could get rid of this gap unless you not to leave open positions during the time of the closure of the market
                • #368 Collapse

                  markeet week men 5 din open rehti he or 2 din close jab ye 2 din ke bad open hoti he to is men bhot si changing a jati he yeni movement 2 din jo close rehti he is ko gape kehte hen
                  • #369 Collapse

                    Forex trading main tradign karnay main sirf 2 din ka gap ata ha or wo din is key chotey kayhotayhain yani haftay ka din or Sunday ka din in do dinono main market main trading nhe key jatey .
                    • #370 Collapse

                      Dear market haftay may five days chalti hay or two days closed rahti hay ab aap ka trader kiss wakat khulta hay agar jiss wakat market closed hoi hay matlab theek rat 12:01 par to aap kay paas Gap nahi ata or agar wo 2:00 am par khula to phir lazmi 12:00 AM say market jitni chalti hay to wo aap kay samnay Gap ki sakal may ata hay.
                      • #371 Collapse

                        market 2 din ki closiing k baad jab monday ko open hoti ha tu is main mostly gaap ki vja vo 2 din main any waly factors hoty hain us chution main jo bhi data ata ha ya jo bhi market say related news ati hain un ka asar market par monday ko he parta ha or yahe pressure market min gap ki vja bnta ha
                        • #372 Collapse

                          dear friend monday ko jab hum market look at kerte hen tu all of us men aik gap hota hai us all ki wajha ye hai k doniya men firm tu band nahi hota na sturday sunday ko wo kuch had tak tu hota he hai na aur choti tu brokkers side kerte hen lekin us k bawjod market men apni jaga move hota hai thora boht tu us ki wajha se ye gap nazer ata hai us all date jaha market hoti hai wahi se delivery leti hai very quick
                          • #373 Collapse

                            dear aisa hai kai junb market mai gap ho tou ap ko chahiye kai ap is mai usi timr trading rok dain or is mai market mai jis time achi eorking ho us time trading strt karian ni tou ao ko losss ka samna karna pr skta hain
                            • #374 Collapse

                              Brother kabhi kabhi akser aisa news ki waja say hota hai jiss ki waja say market jab open hoti hai to gap hota hai maney khud aisa bohat bar dekha hai muje mere ek dost ney is ki waja bataye thi jo kay news hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                is ko market fluctuation kehte hain jo ke aksar saturday sunday ke baad hota laikin wo sab aik temporary hota hai 5 - 6 ghante baad sab apni sahi correction per ajate hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X