forex me loss ke baad mayoosi nahi honi chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    profit and loss her business ka charm hai forex man bhi aisa hi hota hai. her waqt profit nae hota som time loss bhi bear kerna perta hai ic say discourage na hun lagay rehain loss ku recover karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ye buiness bahut ziyada risky hai is liye bahut ziyada loss bhi ho sakta hai is ko kahin bhi kia ja sakta hai is ko ksis tiem bhi kia ja sakt ahai ye aik worldwide kaam hai is ko bahut sy loog rrahy hain
      • #33 Collapse

        Forex trading bhi dusry business ki terhan aik business hai, yahan per bhi apko loss pr profit hony k chances hoty hein, or akser hum ko loss itna zada ho jata hai k hum mayoos ho jaty hien, esa nahi hona chahiey, ap ko jis mistake ki waja se loss howa hai apko us se sekhna chaheiy or himat nahi harni chahiey,
        • #34 Collapse

          ji bilkul shai kaha hy app ny humein kabhi bhi loss ky baad afsoos nhi karna chayein balky us loss ki wajah ko pakarna caheyin aur agli baar us ko karny se avoid krna chayein ajbhi hum yahan par ek axhey trader ban paye gy kyun ky axhey traders ek galti dubara karny se gurez kartey hy forex mein
          • #35 Collapse

            Forex trading business mein profit bhi hy aur loss bhi hy aur profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy is liye agr forex trading business loss ho jaye aur profit na ho tu hum ko is se pareeshan nhi hona cahaiye balke forex trading business mein aur ziada mehnat aur hardwork kar knowledge experience aur learning hisal karna ho gi tab profit bhi ho sakta hy
            • #36 Collapse

              han g dear koi ba band forex main loss nahe chahta .q k forex ka loss boaht bara hota hai jaisy income bary hoty hai . per hamain loss ho jata hai per hamain us loss se worry honey ki zroorat nahe . balky ham ko yah sochna ho ga . k ham na kahan mistake ki hai. to next us se avoide karny ki zroorat hai. taky ham achi trading kar sakain
              • #37 Collapse

                Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k trading karty huye loss ki waja say ap ko mayoos nahi hona chahiye bal k ap ko apni mistakes ko learn karna chahiye aur next time loss ko profit mein convert karna chahiye
                • #38 Collapse

                  han dear loss kar k rony ka koi faida nahi huny chahiyeh loss hony say pehly check kary tu behtr hai dosri trha bohat mushkil hu jata hai humy chahiyeh mehnat kary zaida say zaida tubhi kamyabi hu sakti hai dosri trha kafi mushkil
                  • #39 Collapse

                    g han forex trading mien apko chahiye ke ap apne losses ko manage karna seekhen aur is mien ap proepr risk management ke sath hi is mein trading karen to hi ap kamiyab honge.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Yah ager forex main app ko loss hota hy to pher app ko dis heart nahe hona chahy our ager app proper analysis ker k trading ker k stop loss our take profit k sath kerty hain to pher app ko zieda loss nahe hota hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X