Sentimental analysis Hamare liye Kitna zruri hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sentimental analysis Hamare liye Kitna zruri hai??
    Assalamu Alaikum Ji Hamare doston technical analysis for fundamental analysis per Jod dene ke sath sath Hamen sentiment analysis ko bhi karna chahie use per bhi apni Najar apni chahie Agar Dekha Jaaye to meri Najar Mein technical aur fundamental analysis Se Bhi Jyada important sentiment analysis Hai Kyon Ke market Mein Sabse Badi chijen Hua Hai Dar Agar Ham Apna Dar Apna lalach control kar lete hain Tumhare kid Mein Hamare liye Kamyab Hona Aasan ho jata hai isliye sirf fundamental aur technical analysis aur mat Den iske sath sath sentimental analyser purpose aur Den yah aapko kamyabi ki taraf Le jaega please like my post
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sentimental analysis Hamare liye Kitna zruri hai??

    Ji han apki bat sahe hay magar dear forex kay related jo bhi analysis hay wo sab apni apni jaga pay bari value rakhtay hen hamen ain men say kisi ko bhi ignore ni karna chaye agar ham 1 ko bhi ignore kar den gay to ham ko kamyabi hasil karna mushkil ho jaye ge agar ham dil laga kar sab analysis karen gy to kamyab trade kay 100 % chance ho jain gay. isi lye hamen chay kay ham khob mehnat karen aor forex sy best profit len.
    • #3 Collapse

      Re: Sentimental analysis Hamare liye Kitna zruri hai??

      hamy sentimental analyses ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is mai kamyabe hasil kar sakty hai agar hum analyses ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum is mai agy bar sakty hain or is mai pasia kama sakty hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Sentimental analysis Hamare liye Kitna zruri hai??

        Dear brother forex mein analsys hmary liye bohat zarori hai jab tak ham achy analsys or sentimental analsys use kar kay trade nahi karein gay to kabhi market ki movement ko nahi samjh sakein gay market ki movements ko samjhny kay liye hamary paas knowledge or achy analsyes ka hona bohat zarori hai ye sab hmary learning par depend karta hai jitni achi hmari learning hogi ham forex ki har movements or tecnical analsys ko samjh sakein gay .

        اب آن لائن

        Working...
        X